❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 584 ❗
*Do sawal hain*
*Sawal 1 : Rasool-Allah ﷺ ne
kaunse sahabi ki tarif mein ye farmaya
ki Alhamdulillah , Allah ne meri ummat mein aise (behatreen) insan ko paida
kiya ?*
A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Abu Huzaifa radi Allahu Anhu
C. Umar Radi Allahu Anhu
D. Salam Radi Allahu
Anhu
E. Musaib ibn
Umer Radi Allahu Anhu
F. Inmein se koi
nahi
G. Sahi Jawab ka
intezar hai
*Sawal 2 : Unki
kis khubi ki wajah se Rasool-Allah ﷺ ne aisa farmaya tha ?*
A. Wo bahut zyada
sadqa karte they
B. Wo maida e jung ke mahir they
C. Wo Quran ke bahtreen qari they
D. Wo sabse achcha faisla karne wale they
E. Wo sabse zyada raham dil they
F. Inmein se koi
nahi
G. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗
*There are two
question*
*Quiz 1 : For which
companion Rasool-Allah ﷺ said that All praise is for Allah , Who has created such a (nice) person in my ummah
(nation) ?*
A. Abu Bakr Radi
Allahu Anhu
B. Abu Huzaifa
radi Allahu Anhu
C. Umar Radi
Allahu Anhu
D. Salam Radi Allahu Anhu
E. Musaib ibn Umer Radi Allahu Anhu
F.
None of the above
G. I want to know
*Quiz 2 :
Why Rasool-Allah ﷺ got impressed by that
companion ?*
A. He used to give lot of charity
B. He was a good fighter
C. He was a good reciter of Quran
D. He was a very good judge
E. He was so merciful to the people
F.
None of the above
G. I want to know
✅ *Sahi jawab DC* 💐
Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke daur mein ek raat isha ke baad main
der se ghar aayee to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aap kaha thi ?
maine kaha main aapke ek sahabi ki Qirat sun rahi thi maine unke jaisee qirat
aur aawaz kisi ki nahi suni, Aap
Sallallahu Alaihi Wasallam chal padhe
aur main bhi aapke saath chalne lagi, yaha tak ki Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne bhi unki Qirat gaur se suni , phir Aapne meri taraf mutwajja hokar farmaya
ye Abu huzaifa radi Allahu anhu ke gulam *Salam Radi Allahu anhu hain ,
Alhamdulillah , jisne meri ummat mein aise (behatren) insan bhi paida kiye*
-------------
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees-3606
-------------
عَنْ عَائِشَةَ زَوْجِ النَّبِيِّ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قَالَتْ:
أَبْطَأْتُ عَلَى عَهْدِ رَسُولِ اللهِ صلی
اللہ علیہ وآلہ وسلم لَيْلَةً بَعْدَ الْعِشَاءِ ثُمَّ جِئْتُ فَقَالَ:
أَيْنَ كُنْتِ؟ قُلْتُ: كُنْتُ أَسْتَمِعُ قِرَاءَةَ رَجُلٍ مِّنْ أَصْحَابِكَ
لَمْ أَسْمَعْ مِثْلَ قِرَاءَتِهِ وَصَوْتِهِ مِنْ أَحَدٍ قَالَتْ: فَقَامَ
وَقُمْتُ مَعَهُ حَتَّى اسْتَمَعَ لَهُ ثُمَّ الْتَفَتَ إِلَيَّ فَقَالَ: هَذَا
سَالِمٌ مَّوْلَى أَبِي حُذَيْفَةَ، الْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي جَعَلَ فِي أُمَّتِي
مِثْلَ هَذَا
✅ *Answer DC* 💐
---------
Narrated by Aisha Radi Allahu anha one night I came late at home , Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam asked where were you ? I said I was listening the
recitation of the Quran of your companion , I never heard such a nice
recitation before him, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam got up and start
walking and I too walked with him, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam
listened that recitation too, after listening him Rasool-Allah Sallallahu
Alaihi Wasallam said he is the *Salam the slave of Huzaiafa Radi Allahu Anhuma
, All praise is for Allah , Who has
created such a (nice) person in my ummah (nation)*.
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees-3606
---------
عَنْ عَائِشَةَ زَوْجِ
النَّبِيِّ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم قَالَتْ:
أَبْطَأْتُ عَلَى عَهْدِ رَسُولِ اللهِ صلی
اللہ علیہ وآلہ وسلم لَيْلَةً بَعْدَ الْعِشَاءِ ثُمَّ جِئْتُ فَقَالَ:
أَيْنَ كُنْتِ؟ قُلْتُ: كُنْتُ أَسْتَمِعُ قِرَاءَةَ رَجُلٍ مِّنْ أَصْحَابِكَ
لَمْ أَسْمَعْ مِثْلَ قِرَاءَتِهِ وَصَوْتِهِ مِنْ أَحَدٍ قَالَتْ: فَقَامَ
وَقُمْتُ مَعَهُ حَتَّى اسْتَمَعَ لَهُ ثُمَّ الْتَفَتَ إِلَيَّ فَقَالَ: هَذَا
سَالِمٌ مَّوْلَى أَبِي حُذَيْفَةَ، الْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي جَعَلَ فِي أُمَّتِي
مِثْلَ هَذَا
No comments:
Post a Comment