❗Only-Quran-Hadith Quiz 590 ❗
*Sawal : Inmein
se kisne badr ki ladayee se pahle kabe ka ghilaf pakad kar Allah subhanahu se
dua ki thi ki dono lashkaro mein se tere nazdeek jo zyada behtar ho , tu uski madad farma ?*
A. Abdullah bin
zubair radi allahu anhu
B. Umar Radi
allahu anhu
C. Ameer e Muawiya radi allahu anhu
D. Abu Sufyan Radi Allahu anhu
E. Makka ke mushrik
F. Ansariyo aur
Muhajiro ne
G. Inmein se koi nahi
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗
*Quiz : Before the battle of the badr who supplicated
to Allah by holding the cover of the kaba that O Allah Give victory to the most honored among the
two armies ?*
A. Abdullah bin
zubair radi allahu anhu
B. Umar Radi
allahu anhu
C. Ameer e Muawiya radi allahu anhu
D. Abu Sufyan Radi Allahu anhu
E. idolators of the makka
F. Ansar and Muhajir
G. None of the above
*H. I want to know*
✅ *Sahi jawab E
------------
Tafsir Ibn kathir : Abu jahal ne badar wale
din kaha tha ki Eh Allah hum mein se jo rishte naato ko todne wala ho aur gair
maruf cheez lekar aaya ho usko ladayee mein shikast de phir Allah subhanahu ne
wahi kiya uska lashkar haar gaya , makka se nikalne se pahle *un mushriko ne
khana kaba ka gilaf pakad kar dua ki thi Ya ilahi dono lashkaro mein se tere
nazdeek jo zyada aala ho aur zyada behtar aur buzurgi wala ho tu uski madad
farma*, uske baad un mushriko ki shikasht huyee
aur Allah ne ye aayat nazil farmayee
Tafsir Ibn kathir , Surah Anfal (8), Aayat
19
------------
Al Quran : (Kaafiron) Agar tum faisla
chahte ho to tumhare paas faisla aa chuka hai aur agar baaz aa jao to tumhare
liye behtar hai aur agar phir bhi yahi karoge to hum bhi phir yahi karenge aur
tumhari jameeyat zara bhi kaam nahi aayegi , chahe wo bahut ho, Beshak Allah
imaan walo ke saath hai
Surah Anfal (8), verse 19
------------
*إِن تَسْتَفْتِحُوا فَقَدْ جَاءَكُمُ الْفَتْحُ ۖ وَإِن تَنتَهُوا فَهُوَ
خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ وَإِن تَعُودُوا نَعُدْ وَلَن تُغْنِيَ عَنكُمْ فِئَتُكُمْ
شَيْئًا وَلَوْ كَثُرَتْ وَأَنَّ اللَّهَ مَعَ الْمُؤْمِنِينَ*
✅ *Answer E*
------------
Tafsir Ibn kathir : Abdullah bin Tha`labah
bin Su`ayr who said that Abu Jahl said on the day of Badr, "O Allah!
Whichever of the two camps (pagans and Muslims) severed (cut) the relation of
the womb and brought us what is not familiar, then destroy him this day.
*Before the idolators left Makkah for Badr, they clung to the curtains covering
the Ka`bah and supplicated to Allah for victory, O Allah! Give victory to the
exalted among the two armies, the most honored among the two groups, and the
most righteous among the two tribes.* After that pagans got defeated and Allah
revealed this verse.
Tafsir Ibn kathir :Surah Anfal (8), verse
19
------------
Al Quran : (O disbelievers) if you ask for
a judgement, now has the judgement come unto you; and if you cease (to do
wrong), it will be better for you, and if you return (to the attack), so shall
We return, and your forces will be of no avail to you, however numerous they
be; and verily, Allah is with the believers.
Surah Anfal (8), verse 19
------------
*إِن تَسْتَفْتِحُوا فَقَدْ جَاءَكُمُ الْفَتْحُ ۖ وَإِن تَنتَهُوا
فَهُوَ خَيْرٌ لَّكُمْ ۖ وَإِن تَعُودُوا نَعُدْ وَلَن تُغْنِيَ عَنكُمْ
فِئَتُكُمْ شَيْئًا وَلَوْ كَثُرَتْ وَأَنَّ اللَّهَ مَعَ الْمُؤْمِنِينَ*
No comments:
Post a Comment