❗ Only-Quran-Hadith Quiz 565 ❗
*Pahle sawal mein jawab ek se ziyada hain*
*Rasool-Allah ﷺ ke
samne ek aurat ka zikr kiya gaya jiski achchayee aur burayee bayan ki gayee
jisko sunne ke baad Aap ne farmaya wo Dozakh walo mein se hai*
*Sawal
1 : Us aurat ke kaunse achche
kaam they jo Rasool-Allah ﷺ ke
samne bayan kiye gaye ?*
A. Allah ka bahut zikr karti thi
B. Din ko Roze rakhti thi
C. Shohar ki farmabardar thi
D. Rishtedaro ke saath sila rahmi bhi karti
thi
E. Sadqa kiya karti thi
F.
Raat ko qayam karti thi
G. Sahi jawab ka intezar hai
*Sawal 2 : Wo kaunsa bura kaam tha jiski
wajah se usko dozakhi kaha gaya ?*
H. Waldein ki naframan thi
i.
Shohar ki nafarman thi
J. Padosiyo ko takleef deti thi
K. Rishtedaro se
bura suluq karti thi
L. Wo kabhi Sadqa nahi karti thi
M. Namazo ko Qaza karti thi
N. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*The first
question has more than one answer*
*Once a man
mentioned some good and and bad habits of a woman to the prophet ﷺ after listening her good and bad habits The prophet ﷺ said he is from the people of hell*
*Quiz 1 : What kind of good habits that
woman was having ?*
A. She used to remember Allah much
B. She used to fast in the day
C. She was obedient to her husband
D. She was very kind with her relatives
E. She gives charity
F.
She used to pray in night
G. I want to know
*Quiz 2 : What was that bad habit because
of this, she become among the people of hell ?*
H. She was disobedient to her parents
i.
She was disobedient to her
husband
J. She used to hurt her neighbors
K. She was so rude with her relatives
L. She never give charity
M. She used to delay prayer
N. I want to know
✔💯Sahi jawab BEF / J✔*
----------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah ﷺ ke samne ek shaksh ne ek
aurat ka zikr kiya ki
Ya Rasool-Allah ﷺ
falah aurat raat ko qayam karti hai aur din ko roza rakhti hai aur (ghar ka)
kaam bhi karti hai aur sadqa bhi deti hai lekin *apni zuban se padosiyo ko
takleef deti hai* to Aap ﷺ ne farmaya usmein koi
khair nahi wo dozakhi hai
Aur phir us shakhse ne pucha ki falah aurat
sirf farz namazein padhti hai aur (paneer ke tukde) sadqa karti hai lekin apni
zuban se kisi bhi shakhs ko takleef nahi pahuchati to Rasool-Allah ﷺ ne faraya ye jannati hai
Al-Silsila As-Sahiha - 449
Masnad Ahmed 2/440 -Sahih
----------
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَال: قِيْل
لِلنَّبِي صلی اللہ علیہ وسلم : يَا رَسُولَ اللهِ إِنَّ فُلَانَةَ تَقُوم اللَّيل
وَتَصُوم النَّهَار، وَتفعَل، وَتصدق، وتُؤْذِي جِيرَانَهَا بِلِسَانِهَا،
فَقَال رَسُولُ اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : لَا
خَيْرَ فِيْهَا هِيَ مِنْ أَهْلِ النَّار،
قال: وَفُلَانَةَ تصلي المَكْتُوبَة،
تُصَدِّقُ بِأَثْوَارِ (مِّنْ الْأَقِطِ) وَلَا تُؤْذِي أَحْدًا ، فَقَال رَسُولُ
اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : هِيَ مِنْ أَهلِ الجَنَّة
✔💯Sahi jawab BEF / J✔
----------
Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah ﷺ ke samne ek shaksh ne ek
aurat ka zikr kiya ki
Ya Rasool-Allah ﷺ
falah aurat raat ko qayam karti hai aur din ko roza rakhti hai aur (ghar ka)
kaam bhi karti hai aur sadqa bhi deti hai lekin *apni zuban se padosiyo ko
takleef deti hai* to Aap ﷺ ne farmaya *usmein koi
khair nahi wo dozakhi hai*
Aur phir us shakhse ne pucha ki falah aurat
sirf farz namazein padhti hai aur (paneer ke tukde) sadqa karti hai lekin *apni
zuban se kisi bhi shakhs ko takleef nahi pahuchati* to Rasool-Allah ﷺ ne farmaya *ye jannati hai*
Al-Silsila As-Sahiha - 449
Masnad Ahmed 2/440 -Sahih
----------
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَال: قِيْل
لِلنَّبِي صلی اللہ علیہ وسلم : يَا رَسُولَ اللهِ إِنَّ فُلَانَةَ تَقُوم اللَّيل
وَتَصُوم النَّهَار، وَتفعَل، وَتصدق، وتُؤْذِي جِيرَانَهَا بِلِسَانِهَا،
فَقَال رَسُولُ اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : لَا
خَيْرَ فِيْهَا هِيَ مِنْ أَهْلِ النَّار،
قال: وَفُلَانَةَ تصلي المَكْتُوبَة،
تُصَدِّقُ بِأَثْوَارِ (مِّنْ الْأَقِطِ) وَلَا تُؤْذِي أَحْدًا ، فَقَال رَسُولُ
اللهِ صلی اللہ علیہ وسلم : هِيَ مِنْ أَهلِ الجَنَّة
✔💯Answer BEF / J✔*
-----------
Narrated by Abu Hurairah radi Allahu anhu
said: A man said: O Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam, So and so (a
woman) – prayed in night and fast in the
days and do (house) work as well and also give charity – *but she hurt her
neighbours with her tongue.* He
Sal-Allahu Alaihi wasallam said: *She will be among the people of Hell*
That man again said: O Messenger of
Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam, So and
so (another woman) prayed only obligatory prayer and she gives cheese in
charity but she does not hurt her neighbors with her tongue. He Sal-Allahu
Alaihi wasallam said: She will be among the people of Paradise.
Al-Silsila As-Sahiha - 449
Masnad Ahmed 2/440 -Sahih
No comments:
Post a Comment