Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, October 29, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 582❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 582

Sawal  : Fassaq kya hai ?


A. Dozakh ka khana
B. Azab ka farishta
C. Dozakh ki Aurtein
D. Dozakh ki wadi
E. Dozakh ki aag jo haddiyo tak jayegi
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar hai


:  Only-Quran-Hadith Quiz 

*Quiz  : What is Fassaq ?*

A. The food of hell
B. The angel of punishment
C. The women of hell
D. The valley of hell
E. The hell fire which will reach to the bones
F.  None of the above
G. I want to know

Sahi jawab C

-----------
Abdul Rahman Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya beshak *Fassaq jahannami hain* ? logo ne pucha *Fassaq kaun hain*, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya *Aurtein hain* , ek aadmi ne kaha Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kya wo hamari maa bahne aur biwiyah nahi hain  ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya kyu nahi , lekin jab unko naimat milti hai to nashukri karti hain aur jab unko aazmaya jata hai to sabr nahi karti
Al Silsila Sahiha , 1461
Masnad Ahmed 3/444-Sahih
-----------
عَنْ عَبْدِالرَّحمنِ بْنِ شِبْلٍ ، عَنِ النَّبِيِّ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌قَالَ: إِنَّ الْفُسَّاقَ هُمْ أَهْلُ النَّارِ قِيْلَ يَا رَسُولَ الله! وَمَنْ الْفُسَّاقُ؟ قَالَ: النِّسَاءُ قَالَ رَجُلٌ: يَا رَسُولَ اللهِ أَوَلَسْنَ أُمَّهَاتِنَا وَأَخَوَاتِنَا وَأَزْوَاجِناَ؟ قَالَ: بَلَى وَلَكِنَّهُنَّ إِذَا أُعْطِينَ لَمْ يَشْكُرْنَ وَإِذَا ابْتُلِينَ لَمْ يَصْبِرْنَ .



Answer C
---------------
Narrated by Abdul Rahman Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said , indeed Fassaq will be in the hell, it was asked who is Fassaq ? Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said they are Women, a man said are they not our mothers , sisters and wives? Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said why not ! but when they get any blessing (favor) they become ungrateful and they dont be patient in the time of calamities
Al Silsila Sahiha , 1461
Masnad Ahmed 3/444-Sahih
------------
عَنْ عَبْدِالرَّحمنِ بْنِ شِبْلٍ ، عَنِ النَّبِيِّ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌قَالَ: إِنَّ الْفُسَّاقَ هُمْ أَهْلُ النَّارِ قِيْلَ يَا رَسُولَ الله! وَمَنْ الْفُسَّاقُ؟ قَالَ: النِّسَاءُ قَالَ رَجُلٌ: يَا رَسُولَ اللهِ أَوَلَسْنَ أُمَّهَاتِنَا وَأَخَوَاتِنَا وَأَزْوَاجِناَ؟ قَالَ: بَلَى وَلَكِنَّهُنَّ إِذَا أُعْطِينَ لَمْ يَشْكُرْنَ وَإِذَا ابْتُلِينَ لَمْ يَصْبِرْنَ


1 comment: