❗
Only-Quran-Hadith Quiz 558❗
*Quiz mein do sawal hain*
*Ek sahabi ke waha ek mehman aaye jinki
mehman nawazi ke baad unhone unse kaha
ki main zameeen ka ek tukda aapke naam kar deta hu to un sahabi ne kaha ki aaj
ek aisee surat nazil huyee jisko sunne ke baad ab mujhe iski jarurt nahi hai*
*Sawal 1 : Wo kaunsi surah ki aayatein thi
jinko sunkar un sahabi ne us zameen ke tukde ko lene se mana kar diya ?*
A. Surah Anbiya
B. Surah Qayamah
C. Surah Naba
D. Surah Waqia
E. Surah Qaaf
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka
intezar hai
*Sawal 2 :
Wo sahabi kaun they ?*
A. Aamir bin rabia radi allahu anhu
B. Muaaz bin jabal radi allahu anhu
C. Musaib bin umair radi allahu anhu
D. Zaid bin harith radi allahu anhu
E. Umar radi
allahu anhu
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*There are two
questions*
*Once a guest
came to one of the companion of prophet Sal-Aalalahu alaihi wasallam and he
offered the piece of land to him but that companion denied to take it by saying
that today a surah descend and after
listening that, this world seems bitter
to me so I don't need it*
*Quiz 1 : The verses of which surah he
listened and after that he denied to take that piece of land ?*
A. Surah Anbiya
B. Surah Qayamah
C. Surah Naba
D. Surah Waqia
E. Surah Qaaf
F.
None of the above
G. I want to know
*Quiz 2 : Who was that companion (sahabi)
?*
A. Aamir bin rabia radi allahu anhu
B. Muaaz bin jabal radi allahu anhu
C. Musaib bin umair radi allahu anhu
D. Zaid bin harith radi allahu anhu
E. Umar radi allahu anhu
F.
None of the above
G. I want to know
✔💯 Sahi Jawab AA ✔
----------
Hazrat Aamir bin rabia radi allahu anhu ke
waha ek sahab mehman bankar aaye unhone bade ikram aur ehatram ke saath unko
yaha par utara aur unke baare mein Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se
bhi sifarish ki, ek din ye mehman phir
se unke pass aaye aur kahne lage Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne
mujhe falah wadi ata farmayee hai main chahta hu ki us behatreen zameen ka ek
tukda main aapke naam kar du jis se aap bhi khushhaal rahe aur aapke baad
apake bachche bhi aaram se rah sake ,
hazrat Aamir bin rabia radi allahu anhu ne jawab diya ki bhai mujhe iski jarurat
nahi hai , aaj ek aisee surat nazil huyee hai ki usko sunkar humko to ye duniya
ab kadwi lagne lagi hai phir aapne Surah anbiya ki ye aayat tilawat farmayee
*اقْتَرَبَ لِلنَّاسِ حِسَابُهُمْ وَهُمْ فِي غَفْلَةٍ مُّعْرِضُونَ*
*logon ke hisab ka waqt qareeb aa gaya hai
aur wo gaflat mein munh phere huye hain*
Tafsir ibn kathir, Surah Al Anbiya , Aayat
1
✔💯
Answer AA ✔*
----------------
Once a guest came
to Aamir bin rabia radi allahu anhu , he show a good hospitality to him and
also recommend him to the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam , one day that
guest again came to him and said that
Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam has
given him a valley and i want you to take once piece of land out of that so that ypou and your family may live
prosperously, but Aamir bin rabia denied him by saying that today a surah has
descend and after listening this this
world seems bitter to me and he recited the
verse of surah anbiya
*اقْتَرَبَ لِلنَّاسِ حِسَابُهُمْ وَهُمْ فِي
غَفْلَةٍ مُّعْرِضُونَ*
*Draws near for mankind their reckoning,
while they turn away in heedlessness*
Tafsir ibn kathir, Surah Al Anbiya (21),
verse 1
No comments:
Post a Comment