❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 592 ❗
*Sawal : ismein se wo kaunsa amal hai jiski
wajah se ek gulam aazad karne ka sawab milta hai ?*
A.
Ek baar La ilaha
illallah, wahdahu La sharika lahu,
lahul-mulku wa
lahul-hamdu, yuhi ya yumitu, wa huwa ala kulli shai'in qadir
padhne se
B. Dushman ki
taraf ek teer chalane se
C. Kisi ko Quran
ki ek aayat sikha dene se
D. Allah ki raah
mein ek raat pahra dene se
E. Masjid e quba
mein ek namaz padhne se
F. Inmein se koi
nahi
G.Sahi jawab ka
intezar hai
❗Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*Quiz : which
deed is equivalent to him freeing a slave ?*
A.
Saying one time
La ilaha illallah, wahdahu La sharika lahu,
lahul-mulku wa
lahul-hamdu, yuhi ya yumitu,
wa huwa ala kulli
shai'in qadir
B. shooting an arrow at the enemy
C. Teaching a verse of Quran to somebody
D. One night Patrolling in Allah's way
E. Praying one time in masjid Al Quba
F. None of the above
*G. I want to know*
✅ Sahi jawab B
-------
Amr bin Abasah Radi Allahu Anhu se rivayat
hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ne farmaya jo dushman ki taraf teer
chalaye aur wo teer dushman tak pahuche,
chahe wo teer dushman ko lage ya na laga us teer chalane wale ko ek
gulam aazad karne ka sawab milega
*Sunan Nasaii, Jild 2,969-Sahih*
---------------
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم*
*
*مَنْ رَمَى الْعَدُوَّ بِسَهْمٍ فَبَلَغَ سَهْمُهُ الْعَدُوَّ أَصَابَ أَوْ
أَخْطَأَ فَيَعْدِلُ رَقَبَةً
---------------
It was narrated that Amr bin Abasah Radi
allahu anhu said I heard the Messenger of Allah (ﷺ)
say: Whoever shoots an arrow at the enemy and his arrow reaches the enemy,
whether it hits him or not, that is equivalent to him freeing a slave.
Sunan Nasaii,Book 24, Hadith 2812-Sahih
✅ Answer B

--------------
*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم*
*
*مَنْ رَمَى الْعَدُوَّ بِسَهْمٍ فَبَلَغَ سَهْمُهُ الْعَدُوَّ أَصَابَ أَوْ
أَخْطَأَ فَيَعْدِلُ رَقَبَةً
No comments:
Post a Comment