❗ Only-Quran-Hadith Quiz 563 ❗
*Do Sawal hain*
*Ek shaksh ko
cheenk aayee to usne Alhadulillah ke saath kuch aur kalimat bhi kahe, jab ek
sahabi ne ye suna to unko aisa karne se rokte huye kaha ki RasoolAllah ﷺ ne humko cheenk aane par ye kahne ki talim nahi di hai.*
*Sawal 1 : Us shaksh ne Cheenk aane par kya
kaha tha ?*
A. Alhamdulillah Wa SubhanAllah
B. Alhamdulillah wa Allahumma Salli Ala
Muhammed
C. Alhamdulillah wa Allahu Akbar kabira
D. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
E. RasoolAllah ﷺ par salam bheja tha
F.
Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai
*Sawal 2 : Wo kaunse sahabi they jinhone us
shakhsh ko aisa karne se mana kiya ?*
A. Abu Bakr Radi
Allahu Anhu
B. Umar Radi
Allahu Anhu
C. Ali Radi
Allahu Anhu
D. Ibn Abbas Radi
Allahu anhu
E. Ibn Umar radi
allahu anhu
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*There are two
question in this quiz*
*Once a man
sneeze and said some extra words with Alhamdulillah , when a sahabi heard him
he said that Prophet ﷺ) did not teach us to say like
this.*
*Quiz 1 : What that man said after sneezing
?*
A. Alhamdulillah Wa SubhanAllah
B. Alhamdulillah wa Allahumma Salli Ala
Muhammed
C. Alhamdulillah wa Allahu Akbar kabira
D. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen
E. Al-Hamdulillah Wa As Salamu Ala
RasoolAllah
F.
None of the above
G. I want to know
*Quiz 2 : What is tha name of that sahabi
(companion) who corrected that man?*
A. Abu Bakr Radi
Allahu Anhu
B. Umar Radi
Allahu Anhu
C. Ali Radi
Allahu Anhu
D. Ibn Abbas Radi
Allahu anhu
E. Ibn Umar radi allahu anhu
F.
None of the above
G. I want to know
✔💯Sahi jawab EE✔*
----------
Ibn Umar Radi Allahu ke pass ek shakhs ko
cheenk aayee to usne kaha Alhamdulillah Wa As salamu Ala Rasool-Allah , Ibn
Umar radi allahu anhu ne us se kaha cheenk aane par Alhamdulillah Wa As salamu
Ala Rasool-Allah main bhi
kah sakta hu magar Rasool-Allah Sal-Aallahu
alaihi wasallam ne humko is tarah nahi sikhaya hai bulki Aap ne humen ye
kalimat sikhaye Alhmadulillah Ala kulli haal (ya Alhamdulillah)
jamia Tirmizi , Jild 2, 634-Hasan
Note : is hadith se ye malum hua ki deen
mein koi bhi kaam apni marzi se badhana jayaz nahi hai chahe wo achchi baat hi
kyu na ho, yaha zahiri taur par to us shakhs ne cheenk aane par RasoolAllah ﷺ par
salam bheja tha jo ki ek achcha amal tha
magar Aap ﷺ se ye kahna sabit nahi tha isliye us shaksh ko is se mana kar
diya gaya
✔💯Correct answer EE*
-------------
A man sneezed beside Ibn Umar and said:
Al-Hamdulillah Wa As-Salamu Ala RasoolAllah. (All praise is due to Allah, and
peace upon the Messenger of Allah)'. So Ibn 'Umar said: 'I too say
Al-Hamdulillah Wa As-Salamu Ala RasoolAllah. but this is not what the Messenger
of Allah (ﷺ) taught us. He taught us to say: Al-Hamdulillah Ala Kulli Hal
(All praise is due to Allah in every circumstance)."
Jamia Tirmizi,Book 41, Hadith 2738-Hasan
No comments:
Post a Comment