Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, October 29, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 576❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 576

Sahi Milan kijiye - Match the following

*Sawal  : Jab Rasool-Allah   aur Abu bakr Radi Allahu anhu Gaar e Thawr (Sor)  mein they to us waqt jo log unse  waha milne aaya karte they aur unke zimme kya kya kaam they unko milan kijiye  aur jawab is tarah dijye 1A, 2D, 3C..*

1.  Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu
2.  Ali Radi Allahu Anhu
3.  Khadija Radi Allahu Anha
4.  Asma Radi Allahu Anha
5.  Aamir bin Fuhayra Radi Allahu Anhu
6.  Abdullah bin Abu Bakr radi allahu anhu
----------
A. Din mein unke maweshi charana aur sham ko wapas gaar mein lana
B. Makka ke logo ki khabar lana
C. Gaar ke bahar pahra dena
D. Khana banakar lana
E. Hathyar ikathta karna
F. Inmein se koi nahi

*Only-Quran-Hadith Quiz*

*Quiz : When the prophet   and Abu Bakr radi Allahu anhu were in the cave of Tahwr , that time who used to come there to meet them and what was their responsibility, match the name with their responsibility and reply like this 1A 2D 3C...*


1.  Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu
2.  Ali Radi Allahu Anhu
3.  Khadija Radi Allahu Anha
4.  Asma Radi Allahu Anha
5.  Aamir bin Fuhayra Radi Allahu Anhu
6.  Abdullah bin Abu Bakr radi allahu anhu
----------
A. To pasture his flocks during the day and to bring them to them in the cave
B. Bring the news of the people of makka
C. Patrolling outside the cave
D. Bring the food
E. collect the weapon
F. None of the above
G. I want to know

*Sahi jawab - 4D 5A 6B* 💐
----------
Jab Aap Sal-Allahu Alahai Wasallam ne (Makka se madina) rawangi Ka pura irada Ker liye to Aap Sallallahu Alahai Wasallam Hazrat Abu bakr  Radi Allahu Anhu ke pass  tashrefe laye aur yaha se aap dono Jabal e Sor ke gaar ki tarf chale gaye, Hazrat Abu bakr Radi Allahu Anhu apne bete *Hazrat Abdullah bin Abu bakr Radi Allahu Anhu* Ko hidayat Kar ke aaeye they ke Sara din wo Makkah Mai unke mutaliq logo ki khaber sune aur raat Mai unke pass aaker us roz ki khabar unse bayan kare, Hazrat Abu bakr Radi Allahu Anhu ne *Hazrat Amir bin Fuhayrah Radi Allahu Anhu* (jo unke gulam they) ko hukm diya tha ke din bhar wo unki maweshiyo (bhed bakriyo) ko chaharaye aur raat ko unke paas gaar Mai le aaye, unke alawa *Hazrat Asma Radi Allahu Anha* unke layaq khaana paka Ker har shaam unke paas le jaati thi, Teen din Rasool-Allah Sal-Allahu Alahi Wasallam aur Hazrat Abu bakr Radi Allahu Anhu gaar Mai rehe, jab quraish ne Aap Sallallahu Alahai Wasallam Ko Makkah Mai na paya to Sab pareshan hue aur unhone Sao (100) Onth Us Shaks Ke liye Inaam Muqarrar kiya Jo Aap Sallallahu Alahai Wasallam Ko phir unke paas le aaeye
*Tarikh At Tabri, Jild 2, Page 106*

  *Answer 4D 5A 6B* 💐
----------
When the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasllam decided upon departure ( from makka to madina), he went to Abu Bakr Radi Allahu anhu and  both went to a cave in Thawr, a mountain below Mecca, and entered it. Abu Bakr Radi Allahu Anhu told his son *Abdullah bin Abu bakr radi allahu anhu* to listen to what people were saying about them during the day and to bring them the day's news in the evening. He also told his slave *Aamir bin Fuhayrah* Radi allahu anhu to pasture his flocks during the day and to bring them to them in the cave in the evening. Abu Bakr's daughter *Asma Radi Allahu Anha* brought them enough food for their needs in the evening.
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasllam and Abu Bakr spent three days in the cave.
When Quraysh realized that he was missing, they offered a hundred she-camels for whoever would bring him back to them.
*Tarikh At tabri, Volume 6, 148*

No comments:

Post a Comment