❗ Only-Quran-Hadith Quiz 587 ❗
*Sawal : Ek sahabi ne Rasool Allah ﷺ ke
saath jannat mein rahne ki khwahish zahir ki to unko Rasool Allah ﷺ ne
kya naseehat farmayee ?*
A. Bewa aur miskeen ki madad karo
B. Maa baap ki
farmabardari karo
C. Zyada se zyada
sazde karo
D. Raato ko qayam
karo
E. Mujh par zyada
durud bhejo
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka
intezar hai
*Quiz : Once A
Companion (Sahabi) of Rasool Allah ﷺ wished to live with Rasool Allah ﷺ , after hering this What advice Rasool Allaah ﷺ gave him ?*
A. Help Widow & Orphan
B. Be dutiful to parents
C. Make prostrations abundantly
D. Pray in night
E. Send durud much on me
F. None of the above
G. I want to know
✅ *Sahi jawab C* 💐
-------------
✦ Rabi Ibn Kab
al-Aslami Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ke saath raha karta tha aur main Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam
ke wudhu aur jaruriyat ke liye pani laata tha , ek baar Aap Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya mujhse maang kya maangta hai ,Maine kaha ki jannat mein Aap
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ka saath maangta hu Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam
ne farmaya iskey alawa aur kuch mainey kaha mujhe bas yahi chahiye , phir Aap
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya *apney liye zyada se zyada sazde karke
(yani zyada Namaz paddkar ) meri madad kar*
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1307 - Sahih
✅ *Answer C* 💐
----------
Narrated Rabi Ibn Kab al-Aslami Radi Allahu
Anhu : I used to live with the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam at
night. I would bring water for his ablution and his need. He Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said : Ask me. I said: Your company in Paradise. He Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said: Is there anything other than that ? I said: It is only that. He
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: *Help me for yourself by making prostrations
abundantly.*
Sunan Abu Dawud, Book 5, 1315-Sahih
No comments:
Post a Comment