❗ Only-Quran-Hadith
Quiz 591 ❗
Jawab ek se ziyada hain
*Sawal : Rasool Allah ﷺ ne
aakhri daur ke kin kaamo ke liye ye farmaya ki main ummat ke liye in kaamo se
darta hu ?*
A. Jadu par imaan
B. Sitaro par
imaan
C. Taqdeer ko jhoothlana
D. Takabbur aur riyakari
E. Meeras
ka maal kha jana
F.
Yahud o nasara ki pairwi
G. Baadshah ke zulm
H. Sahi Jawab ka
intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗
*Answers are more than one*
*Quiz : For which things Rasool Allah ﷺ said that I afraid of these things for my ummah in the end time?*
A. Faith in magic
B. Faith in stars
C. Disbelief in divine decree
D. Arrogance and show off
E. taking the inheritance illegaly
F. Following to the jews and christians
G. The oppression of rulers
H. I want to know
✅ Sahi jawab BCG
---------
Talha Radi allahu anhu se rivayat hai ki
RasoolAllah ﷺ ne farmaya Main aakhri
zamane mein apni ummat ke baare mein teen cheezo se darta hu
1. Sitaro par
imaan laane se
2. Taqdeer ko
jhoothlane se
3. Baadshah ke
zulm se
Al-Silsila-tus-Sahiha,
2442
----------
*قالَ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم*
*إِن أَخْوف مَا أتخوُّفه عَلَى أُمَتِي في
آخِرِ الزَّمَان ثلاثا: إِيمَانًا بالنجوم، وتكذيبا بِالْقَدَر، وَحَيْفَ
السُّلْطَان*
Answer BCG
---------
Narrated by talha radi allahu anhu
RasoolAllah ﷺ said in the end time I afraid of three things
regarding my ummah
1. Faith in stars
2. Disbelief in divine decree
3. The oppression of rulers
Al-Silsila As-Sahiha, 2442
----------
*قالَ رَسُولِ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم*
*إِن أَخْوف مَا أتخوُّفه عَلَى أُمَتِي في آخِرِ الزَّمَان ثلاثا:
إِيمَانًا بالنجوم، وتكذيبا بِالْقَدَر، وَحَيْفَ السُّلْطَان*
No comments:
Post a Comment