Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 382❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 382❗


❗ Dono sawalo ke jawab saath mein is tarah dena AC / DB

❗ Sawal 1 : Duniya mein sabse Pahle aata gund kar roti kisne banayee ?


A. Hawa Alaihi salam

B. Hajra Alaihi salam

C. Sara Alaihi Salam

D. Maryam Alaihi Salam

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Sawal 2 : Adam alaihi salam ne aag ka ejad kin cheezo se kiya ?


A. Do paththaro se

B. Darakht ki lakdi se

C. Paththar aur Lohe se

D. Hajr E Aswad se

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Kindly reply both questions together like this AC / DB

❗ Quiz 1 : First of All Who knead wheat and made the bread in this world?


A. Hawa Alaihi salam

B. Hajra Alaihi salam

C. Sara Alaihi Salam

D. Maryam Alaihi Salam

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Quiz 2 : How did Adam alaihi salam invent fire with ?

A. With Two stones

B. With the wood of tree

C. With the iron and Stone

D. With the Hajr e aswad

E. None of the above

F. I want to know


Sahi jawab EC
---------
Jab Adam Alaihi Salam ne gehu ki kheti kar li to Jibril Alaihi salam ne kaha fasal kaato, phir unhone isko kaata, phir kaha isko jama karo aur apne haatho se ragdo unhone aisa hi kiya, phir phunk maar kar iske bhusey ko uda do, Adam alaiahi salam ne phoon maar kar uska bhunsa uda diya , jiske baad sirf daane baqi rah gaye , uske baad wo dono do pathtro ke pass aaye aur ek ko dusre par rakhkar un daano ko peesa phior ukm ke mutabiq aata gundha uske baad Jibril alaihi salam ek paththar aur ek loha laye Adam alaihi salam ne un dono ko ragda to aag nikli phir hukm ke mutabiq roti banayee.
Tarikh Al-Tabri, Jild 1, 89
---------
After the farming of wheat Jibril Alaihi Salam commanded him to harvest the wheat, collect and husk it by hand, and winnow it. Then (Gabriel) brought two stones to him, and he placed one upon the other and ground the wheat. Then Jibril alaihi salam commanded him to knead it and bake bread in the ashes.
Gabriel gave Adam stones and iron, and (Adam) struck them together, producing fire. He was the first to bake bread in the ashes.
Tarikh Al-Tabri, Volume 1, 298

No comments:

Post a Comment