Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, April 23, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 357❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 357❗


Sawal : jo shakhs juma ke din gusal karwaye aur khud bhi gusal kare phir namaz ke liye jaldi jaye , paidal jaye aur sawar hokar na jaye aur imam ke nazdeek hokar khutba suney aur behuda baat na kare to usko ismein se kaunsa sawab milega ?


A. Uske liye 100 oont ki Qurbani ka sawab likh diya jata hai

B. Har Qadam ke badle ek saal roza rakhne aur qayaam karne ka sawab

C. 70,000 farishte uske liye magfirat ki dua karte hain

D. Ek juma se dusre juma tak farishte lagatar nekiya likhte hain

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------------
Quiz : Whoever makes (his wife) bath (ghusl) and he also takes bathe (performs Ghusl) himself on Friday, goes out early (for Friday prayer), attends the sermon from the beginning, walking, not riding, takes his seat near the imam, listens attentively, and does not indulge in idle talk what reward he will get?


A. Will get the good deeds equal to sacrifice of 100 camels

B. Every step he take the reward of a year of fasting and standing (in prayer)

C. 70,000 angels pray for his forgiveness

D. The angels writes continues good deeds between one friday to next friday

E. None of the above

F. I want to know


❗Sahi Jawab B
-----------
✦ Aws bin Aws Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs juma ke din (apni biwi ko) gusal karwaye (yani uske saath sohbat karke) aur khud bhi gusal kare phir namaz ke liye jaldi jaye , paidal jaye aur sawar hokar na jaye aur imam ke nazdeek hokar khutba suney aur behuda baat na kare to uske har qadam par usko ek saal ke roze aur ek saal (Namaz ke liye) qayam karne ka sawab milega
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 346-Sahih
------------
✦ Narrated Aws ibn Aws ath-Thaqafi I heard the apostle of Allah (ﷺ) say: If anyone makes (his wife) bath (means had intercourse with her) and he also takes bathe (performs Ghusl) himself on Friday, goes out early (for Friday prayer), attends the sermon from the beginning, walking, not riding, takes his seat near the imam, listens attentively, and does not indulge in idle talk, he will get the reward of a year's fasting and praying at night for every step he takes.
Sunan Abu dawud, Book 1,345-Sahih

No comments:

Post a Comment