❗ Only-Quran-Hadith Quiz 372❗
❗ Jawab ek se zyada hain
❗ Sawal : Inmein se wo kya hai jisko mazaq mein bhi kahne ya karne se wo haqeeqat ho jata hai ?
A. Nikah
B. Talaq
C. Halala
D. Ruju
E. Gawahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
--------------
❗ Answer is more than one
❗ Quiz : What are among them, even if you do in joke it will be happened seriously ?
A. Marriage,
B. Divorce
C. Halala
D. Ruju (Taking back the wife)
E. GIving witness
F. I want to know
Sahi Jawab ABD
-----
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen baatein aisee hain jisko haqeeqat mein kahna bhi haqeeqat hai aur Mazak mein kahna bhi haqeeqat ho jata hai , Nikah , Talaq aur ruju (yani talaq ke baad biwi ko wapas apna lena)
Sunan Ibn Majah, JIld 2, 196-Sahih
----------
✦ It was narrated from Abu Hurairah Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "There are three matters in which seriousness is serious and joking is serious: marriage, divorce and taking back (one's wife).
Sunan Ibn Majah, Book 10, 2039-Sahih
No comments:
Post a Comment