Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, April 22, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-351❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-351❗



Sawal : Inmein se wo kaun khusnaseeb hai jisko Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Namaz padhte waqt utha liya, Jab Sazde mein gaye to neeche rakh diya aur jab qayam ki liye khade huye to phir se utha liya ?


A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : Who was that to whom Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam carry while praying and When he prostrated he put him / her down ?


A. Zainab Radi allahu anha
B. Fatima Radi Allahu Anha
C. Tayyab Radi Allahu anhu
D. Umamah Radi Allahu Anha
E. Qasim Radi Alahu Anhu
F. Umm Kulthum Radi Allahu Anha
G. None of the above
H. I want to know




Sahi jawab D

D. Umamh bint zainab radi allahu anha
Ye Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki nawasi thi
-------
Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Umama bin zainab bint Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam (jo unki nawasi thi) ko (kabhi kabhi) namaz padhte waqt utha lete aur jab sazde mein jaate to utaar dete aur jab qayam farmate to phir se utha lete
Sahih Bukhari, Jild 1, 516
-------
Narrated Abu Qatada Al-Ansari Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam was praying and he was carrying Umama the daughters of Zainab, the daughter of Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam , When he prostrated, he put her down and when he stood, he carried her (on his neck).
Sahih Bukhari, Book 9, 495

No comments:

Post a Comment