Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 373❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 373❗


Sawal : Allah subhanahu ne Quran kareem mein "Talauun Nadeed" lafz kiske liye use kiya hai ?


A. Farishto

B. Dozakh

C. Jannat

D. Qayamat

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : For whom or for which Allah subhanahu used the word "Talauun Nadeed" in Quran ?


A. Angels

B. Hell

C. Paradise

D. Qayamah

E. None of the above

F. I want to know


✦ Sahi Jawab E- Khajur ke darkht ke liye
-----------
Bismillahirrhamanirrahim

وَنَزَّلْنَا مِنَ السَّمَاءِ مَاءً مُّبَارَكًا فَأَنبَتْنَا بِهِ جَنَّاتٍ وَحَبَّ الْحَصِيدِ

وَالنَّخْلَ بَاسِقَاتٍ لَّهَا طَلْعٌ نَّضِيدٌ
-----------
✦ Aur humne aasman se barkat wala pani nazil kiya phir humne uske jariye se baag ugaye aur anaj jinke khet kaate jate hain Aur Lambi Lambi Khajur ke darakht jinke khoshey (fruit) tah ba tah hain
Surah Qaf (50), 9-10
-------------
✦ Answer E - It has been used for Palm trees
------
Al Quran : And We have sent down blessed rain from the sky and made grow thereby gardens and grain from the harvest
And lofty palm trees having fruit arranged in layers
Surah Qaf (50), 9-10

No comments:

Post a Comment