Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 375❗


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-375*❗

*Sawal 1 : Muqam e Ibrhaim ko Namaz ki jagah banane ka hukm Quran ki kaunsi Surah mein hai ?*

A. Surah Baqarah
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Ibrahim
D. Surah Maeda
E. Surah Tawba
F. Surah Nisa
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


*Sawal 2 : Wo kaunse sahabi jinhone ye mashwara diya tha ki Muqam e Ibrhaim ko Namaz ki jagah bana lena chahiye ?*


A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Ubay ibn kaab Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-375*❗

*Quiz 1 : In Which Surah Allah ordered to make the Muqam e Ibrahim as praying place ?*

A. Surah Baqarah
B. Surah Aal-e-Imran
C. Surah Ibrahim
D. Surah Maeda
E. Surah Tawba
F. Surah Nisa
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)

*Quiz 2 : Who suggested or wished first time to make the Muqam e Ibrahim as praying place ?*?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Ubay ibn kaab Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)

*💐✅Sahi Jawab : AB💐✅*
-----

Hazart Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Maine Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se kaha tha ki agar hum Muqam e Ibrahim ko namaz padhne ki jagah bana sakte to achcha hota is par Allah Subhanahu ne ye aayat nazil farmayee 
وَاتَّخِذُوا مِن مَّقَامِ إِبْرَاهِيمَ مُصَلًّى
Aur tum Muqam e ibrahim ko namaz padhne ki jagah bana lo (Surah Baqarah 2:125)
Sahih Bukhari, Jild 1, 402 (part)

*Sabaq  : is hadith se humko hazrat Umar Radi Allahu Anhu ki shan aur unke martabe ka pata chalta hai, jinka mashwara Allah Subhanahu ko itna pasand aaya ki unke haq mein Quran nazil farma diya-SubhanAllah.*



*💐✅ Answer :AB💐✅*
---------------
Narrated Umar Radi Allahu Anhu I said, "O Allah's Messenger (ﷺ), I wish we took the station of Ibrahim (Muqam e Ibrahim) as our praying place (for some of our prayers). So came the Divine Inspiration: 
وَاتَّخِذُوا مِن مَّقَامِ إِبْرَاهِيمَ مُصَلًّى
And take you (people) the station of Abraham as a place of prayer (two rak`at of Tawaf of Ka`ba). (Surah Baqara 2:125)
Sahi Bukhari, Book 8, 395 (part)

*Lesson : This hadith show us the dignity of Umar Radi Allahu Anhu , that he was such a great person that Allah Subhanahu Send Quranic verses in favor of his Advice. SubhanAllah*

1 comment: