Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, April 23, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 358❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 358❗


Sawal 1 : Wo kaunsi surah hai jiske liye Rasool-Allah salalalhu alaihi wasallam ne ek sahabi se farmya ki ye surah mujhe un sab cheeze se zyada pasand hai jis par suraj nikalta hai ?


A. Surah Al-Fatiha

B. SurAH Ar-Rahman

C. Surah AL-Fath

D. Surah Al-Baqara

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Jab sabse pahle ye surah ki aayetin nazil huyee us waqt Rasool-Allah salalalhu alaihi wasallam ke saath kaunse sahabi safar kar rahe they ?


A. Abu Bakr Radi allahu anhu

B. Umar Radi allahu anhu

C. Uthman Radi allahu anhu

D. Ali Radi allahu anhu

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai



Quiz : What is the name of that Surah for which Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said to one sahabi that It is dearer to me than that on which the sun shines ?


A. Surah Al-Fatiha

B. SurAH Ar-Rahman

C. Surah AL-Fath

D. Surah Al-Baqara

E. None of the above

F. I want to know



QUiz 2 : When the verses of this surah reveled that time which sahabi was travelling with Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam ?





A. Abu Bakr Radi allahu anhu

B. Umar Radi allahu anhu

C. Uthman Radi allahu anhu

D. Ali Radi allahu anhu

E. None of the above

F. I want to know






Sahi jawab CB
---------

Aslam Radi allahu se rivayat hai ki ek baar Rasool-Allah Sal-ALlahu alaihi wasallam raat ko safar mein aj rahe they , hazrat Umar radi allahu anhu bhi aapke saath they , hazrat Umar radi allahu anhu ne Aap Sal-ALlahu alaihi wasallam se kuch pucha magar aapne jawab nahi diya , unhone phiur oucha magar Aap Sal-ALlahu alaihi wasallam ne jawab nahi diya , unhone teesrei baar phir oucha aur Aap Sal-ALlahu alaihi wasallam ne us waqt bhi jawab nahi diya to hazrat Umar radi allahu anhu ne apni oontni ko daudaya aur logo se aage ho gaye , aur unhone kaha ki mujhe ye khauff hone laga ki mere baare mein kahi koi wahi nazil na ho jaye abhi thoda hi waqt guzra tha ki mujhe kisi ne pukara main Rasool-Allah Sal-ALlahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir hua aur aapko salam kiya ( Salam ke jawab ke baad) Aap Sal-ALlahu alaihi wasallam ne farmaya ki eh Umar aaj raat mujh par aisee surat nazil huyee hai jo mujhe un sab cheeze se zyada pasand hai jis par suraj nikalta hai phir aapne inna fatehna laka fathan mubin ki tilawat farmayee (Sural AL fateh)
Sahih Bukhari, Jild 6, 5012
----------
Narrated Aslam radi allahu anhu Allah's Messenger (ﷺ) was traveling on one of his journeys, and `Umar bin Al-Khattab was traveling along with him at night. `Umar asked him about something, but Allah's Messenger (ﷺ) did not answer him. He asked again, but he did not answer. He asked for the third time, but he did not answer. Umar said, "So I made my camel go fast till I was ahead of the people, and I was afraid that something might be revealed about me. After a little while I heard a call maker calling me, I said, 'I was afraid that some Qur'anic Verse might be revealed about me.' So I went to Allah's Apostle and greeted him. He said, 'Tonight
there has been revealed to me a Surah which is dearer to me than that on which the sun shines (i.e. the world).' Then he recited: 'Verily! We have given you (O Muhammad), a manifest victory.' " (Surat al-Fath) No. (48.1)
Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 532

No comments:

Post a Comment