❗ Only-Quran-Hadith Quiz 381❗
❗Sawal : Is mein se wo kya hai jisko Allah subnahau sabse zyada mutwajja hokar (gaur se) se sunte hain ?
A. Musalman ka tahajjud mein dua karna
B. Mazlum ki bad dua
C. Nabee Sallallahu alahi wasallam ka Quran padhna
D. Nabee Sal-Allaahu alaihi wasallam ka Ummat ke liye dua karna
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Quiz : Allah never listens to anything as He listens to .....?
A. The Supplication (dua) of a Muslim in Tahajjud
B. The Supplication (dua) of a Mazlum (oppressed)
C. The Prophet ﷺ reciting Quran
D. The Supplication (dua) of a prophet ﷺ for ummah
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab C
-------
Abu Hurairah Radi ALlahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu kisi baat ko mutwajja hokar (gaur se) utna nahi sunta jitna Nabee Sal-Allahu alaihi wasallam ka Quran padhna mutwajja hokar sunta hai , jo ki khush aawaz se isko padhte hain.
Sahih Al-Bukhari, Jild 8, 7482
---------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu Allah's Messenger (ﷺ) said, "Allah never listens to anything as He listens to the Prophet (ﷺ) reciting Qur'an in a pleasant sweet sounding voice."
Sahi Bukhari, Book 93, Hadith 574
No comments:
Post a Comment