Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 363 ❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 363 ❗


❗Teeno sawal ke jawab ek saath de is tarah ... A LMN P


Sawal 1 : Yazeed kaunsi jagah se apni khilafat chalata tha ?



A. Makka

B. Madina

C. Karbala

D. Kufa (Iraq)

E. Syria

F. Inmein se koi nahi

G. Sahi jawab ka intezar hai



Sawal 2: Yazeed ne apne governer ko khat likh kar sabse pahle jin 3 Sahabiyon ke saath sakhti aur zabardasti se bait lena ka hukm diya wo kaun they ?


H. Hussain Radi Allahu anhu

i. Musleem bin Aqeel Radi allahu anhu

J. Qais bin arkam Radi allahu anhu

K. Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu

L. Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu

M. Hasan Radi Allahu anhu

N. Nauman bin basheer radi allahu anhu



Sawal 3 : Yazeed ne kis jagah ke governor ko khat likhkar un teeno sahabaiyo se bait lene ko kaha tha ?



O. Makka

P. Madina

Q. Karbala

R. Iraq

S. Syria

T. Sahi jawab ka intezar hai

-----------------
❗Kindly reply all three quiz togehther like this A LMN P


Quiz 1 : From which Place Yazeed was running his khilafah ?


A. Makka

B. Madina

C. Karbala

D. Kufa (Iraq)

E. Syria

F. None of the above

G. I want to know


Quiz 2 : Yazeed wrote a letter to his governor to take the pledge of allegiance (Bait) hardly or forcely from three sahaba , who was those sahaba ?


H. Hussain Radi Allahu anhu

i. Musleem bin Aqeel Radi allahu anhu

J. Qais bin arkam Radi allahu anhu

K. Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu

L. Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu

M. Hasan Radi Allahu anhu

N. Nauman bin basheer radi allahu anhu


Quiz 3 : Yazeed wrote the letter to the governer of which place?


O. Makka

P. Madina

Q. Karbala

R. Iraq

S. Syria

T. I want to know



Sahi jawab E HKL P
-------
✦ Jab Yazeed ke walid Hazrat Ameer muawiya radi allahu anhu ki wafat ho gayee to yazeed (mulk e sham yani syria mein) khilafat par baith gaya us waqt ka madine ka ameer(governer) waleed bin utba tha sabse pahle yazeed ne Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu , Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu , aur Hussain radi allahu anhu se zabardasti bait lene ki muhim chalayee aur usne Madine ke governer Waleed bin utba ko ek khat likha jismein usne kaha ki "Tum Hussain radi allahu anhu, Abdullah bin zubair aur Abdullah bin Umar radi allahu anhu par bagair kisi riaayat ke Sakhti karo yaha tak ki wo bait par aamadah ho jaye"
✦ Tarikh Ibn kathir, Jild 4, Page 482

Yazeed ne madine ke madine ka ameer(governer) waleed bin utba ko khat mein likha ki Hussain radi allahu anhu, Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu , Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se bait lene mein sakhti karo aur jab tak wo bait na kar le tab tak unko zara bhi mohlat na de
✦ Tarikh At-Tabri, jild 4, page 139
----------------
Answer is E HKL P
----------
After the death of the Ameer muwaiyah radi allahu anhu , yazeed became the khalifa of syria , and first of All he wrote a letter to the governone of madina waleed bin utba and told him to force Abdullah bin Zubair Radi Allahu Anhu , Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu , aur Hussain radi allahu anhu to accept the the pledge of allegiance (Bait) and put him hard untill three of them accept his pledge of allegiance (Bait)
✦ Tarikh Ibn kathir, Jild 4
✦ Tarikh At-Tabri , jild 4


No comments:

Post a Comment