Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, April 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 370❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 370❗


❗ Jawab ek se zyada hain

❗ Sawal : Inmein se wo kaunse log hain jin par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate)

A. Mujahid jab tak ki maidan se wapas na aa jaye

B. Sone wala jab tak ki jaag na jaye

C. Hamila Aurat jab tak ki bachcha paida na kar le

D. Bachcha jab tak ki wo bada na ho jaye

E. Pagal jab tak ki wo hosh mein na aaye

F. Sahi Jawab ka intezar hai
--------------
❗ Answer is more than one

❗ Quiz : For whom The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said The pen has been lifted from them (means their sins will not be written)

A. From the Mujahid untill he return from the battle field

B. From the sleeper until he wakes up

C. From the pregnent lady untill she give birth

D. from the minor until he grows up

E. from the insane until he recovers

F. I want to know


❗Sahi Jawab BDE❗
--------
Aisha Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate) ek to sone wala jab tak ki jag na jaye, aur bachcha jab tak ki wo bada na ho jaye aur pagal jab tak ki wo hosh mein na aaye (yani achcha na ho jaye)
Sunan Nasaii, Jild 2, 1372-Sahih
------
It was narrated from Aishah Radi Allahu Anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said: The pen has been lifted from three (means their sins will not be written), From the sleeper until he wakes up, from the minor until he grows up, and from the insane until he comes back to his senses or recovers.
Sunan Nasaii, Book 27, 3462-Sahih

No comments:

Post a Comment