❗Only Quran Hadith Quiz 449❗
Dono sawalo mein Jawab ek se ziyada hain
Sawal 1 : Ek Sahabai ko Rasool-Allah Sal-Allalhu Alaihi wasallam ne khas karke kuch baato ki waseyat farmayee thi jismein se ek naseehat witr ki namaz se mutalliq thi , iske siwa baqi aur kaun kaun see naseehat farmayee thi ?
A. Chasht ki Namaz padhna
B. Allah ke saath kabhi shirk na karna
C. Farz namaz jaanbujh kar na chorhna
D. Har mahine teen din roze rakhna
E. Kabhi sharab na peena
F. Sahi Jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Wo wasiyatein ek aur sahabi ko bhi ki gayee thi , wo dono sahabi kaun they ?
G. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
H. Muaaz bin jabal Radi Allahu Anhu
I. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
J. Abu Dharr Radi Allahu Anhu
K. Inmein se koi nahi
L. Sahi Jawab ka intezar hai
--------------------------------------
Both questions has more than one answers
There was a sahabi to whom Prophet Sal-Allalhu Alaihi wasallam advised something to do and one of them was related to Witr pryer
what were rest Adviced which was given him ?
A. Pray Duha (forenon prayer)
B. Do not associate anything with Allah
C. Do not neglect any prescribd prayer deliberately
D. To fast three days of each month
E. Do not drink wine
F. I want to know
Quiz 2 : Those Advised were given to one more sahabi, so name the both sahabi who were given those advised ?
G. Abu Hurairah Radi Allahu Anhu
H. Muaaz bin jabal Radi Allahu Anhu
I. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
J. Abu Dharr Radi Allahu Anhu
K. None of the above
L. I want to know
Sahi Jawab
AD GJ
--------
Abu Hurairah radi Allahu anhu se rivayat hai ki mere khaleel (Rasool-Allah Sal-Allalhu Alaihi wasallam) ne mujhe teen baato ki waseeyat farmayee thi
1. Har mahine 3 taarikho (13,14,15) mein roza rakhn ki
2. Chasht (Duha) ki 2 rakat namaz ada karne ki
3. Sone se pahle witr ki namaz ada kar lene ki
Sahih Bukhari, 1981
✦ Abu Dharr Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allalhu laihi wasallam ne mujhe teen baato ki waseeyat farmayee jo main in sha Allah kabhi nahi chorhunga ,
1. Chasht (Duha) ki namaz padhne ki
2. Sone se pahle witr ki namaz ada kar lene ki
3. Har mahine 3 din (13,14,15) roza rakhne ki
Sunan Nasaii, Jild 2, 315 –Sahih
----------------
Answer ADGJ
--------------
✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu anhu My friend (the Prophet Sal-Allalhu laihi wasallam ) advised me to observe three things:
1. To fast three days a month;
2. To pray two rakat of Duha prayer (forenoon prayer)
3. To pray witr before sleeping.
Sahih Bukhari,Book 31, 202
✦ It was narrated that Abu Dharr said: My beloved Prophet Sal-Allalhu laihi wasallam advised me to do three things which I will never give up, if Allah wills. He advised me to
1. Pray Duha (forenon prayer),
2. To pray Witr before sleeping,
3. To fast three days of each month.
Sunan Nasaii, Book 22, 2406-Sahih
No comments:
Post a Comment