Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 437❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 437❗

Dono sawalo ke jawab is tarah dijiye CD / DA

Sawal 1 : Quran mein Sahib Al Hoot kisko kaha gaya hai ?

Sawal 2 : Allah subhanhu ne kis se ye farmaya ki tum Sahib Al Hoot ki tarah na ho jana ?


A. Nooh Alaihi Salam

B. Yusuf Alaihi salam

C. Musa Alaihi Salam

D. Yunus Alaihi Salam

E. Dawud Alaihi Salam

F. Ibrahim Alaihi Salam

G. Inmein se koi nahi

H. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------------
Kindly reply both questions like this DC / Cd

Quiz 1 : According Quran who is Sahib Al hoot ?
Quiz 2 : To whom Allah subhanahu said Be not like the Sahib Al hoot ?


A. Nooh Alaihi Salam

B. Yusuf Alaihi salam

C. Musa Alaihi Salam

D. Yunus Alaihi Salam

E. Dawud Alaihi Salam

F. Ibrahim Alaihi Salam

E. None of the above

F. I want to know


Sahi Jawab DG
-----------
Bismillahirrahmanirrahim

أَمْ تَسْأَلُهُمْ أَجْرًا فَهُم مِّن مَّغْرَمٍ مُّثْقَلُونَ
أَمْ عِندَهُمُ الْغَيْبُ فَهُمْ يَكْتُبُونَ
فَاصْبِرْ لِحُكْمِ رَبِّكَ وَلَا تَكُن كَصَاحِبِ الْحُوتِ إِذْ نَادَىٰ وَهُوَ مَكْظُومٌ
-----------
Al Quran : Kya Aap (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) unse (qaum se) kuch ujrat maangte hain jis se unko taawan ka bojh lag raha hai ya unke pass gaib khabrein hain ki wo usko likh dete hain , Phir Aap apne RABB ke hukm ka intezar kijiye aur Sahib Al Hoot (yani Machli wale Yunus Alaihi salam) ki tarah na ho jana , jab ki unhone Allah ko pukara aur wo bahut gamgeen they
Surah Al-Qalam, (68), Verse 46-48
-----------
Al Quran : Or is it that you (O Muhammad صلى الله عليه وسلم) ask them a wage, so that they are heavily burdened with debt? Or that the Ghaib (the Unseen - here in this Verse it means Al-Lauh Al-Mahfuz) is in their hands, so that they can write it down? So wait with patience for the Decision of your Lord, and be not like the Companion of the Fish (Yunus Alaihi Salam) - when he cried out (to Us) while he was in deep sorrow.
Surah Al-Qalam, (68), Verse 46-48

No comments:

Post a Comment