Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 434❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 434❗

❗Dusre sawal mein jawab ek se zyada hain

❗Sawal : Wo kaunse Nabee hain jinhone jaanwaro ko bhi roza rakhne ka hukm diya tha ?

A. Adam Alaihi Salam

B. Musa Alaihi Salm

C. Nooh Alaihi salam

D. Sulaiman Alaihi Salam

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Inmein se wo kaun kaun hain jinhone Ashura ( 10 Muharram) ke din ka roza rakha tha ?


G. Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam

H. Adam Alaihi Salam

I. Musa Alaihi Salm

J. Nooh Alaihi salam

K. Eesa Alaihi Salam

L. Zakriyah Alaihi salam

M. Maryam Alaihi salam
---------------------------------------------
❗Second Question has more than one answer

Quiz 1 : What is the name of that prophet who gave order of fasting to animals ?

A. Adam Alaihi Salam

B. Musa Alaihi Salm

C. Nooh Alaihi salam

D. Sulaiman Alaihi Salam

E. None of the above

F. I want to know

Quiz 2 : Choose the name among below who fasted on the day of Ashura (10 Muharram) ?

G. Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam

H. Adam Alaihi Salam

I. Musa Alaihi Salm

J. Nooh Alaihi salam

K. Eesa Alaihi Salam

L. Zakriyah Alaihi salam

M. Maryam Alaihi salam



❗Sahi Jawab CGIJ❗
-----------
✦ Ibn Abbas Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam jab madina mein tashreef laye to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne yahudiyo ko dekha ki wo Ashura ke din (10 Muharram) ka roza rakhte hain, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne unse iska sabab pucha to unhone kaha ki ye ek achcha din hai is din Allah susbhanhu ne bani israeel ko unke dusman ( firaun) se nijat dilwayee thi isliye Musa Alaihi salam ne us din ka roza rakha tha to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Musa Alaihi salam par tumse zyada haq hamara hai, phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne bhi us din roza rakha aur Sahaba Radi allahu anhuma ko bhi iska hukm diya
Sahih Bukhari, Vol 3, 2004

✦ Rasool-Allah Sal-Alahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Nooh Alaihi salam Rajab ki pahli tarikh ko kishti mein sawar huye aur unke ashab ne us din roza rakha 6 mahine tak kashti unko lekar safar karti rahi aur ye safar Muharram ke mahine mein aashura ke din judi pahaad par khatam hua aur us din Nooh Alaihi salam ne roza rakha aur apne tamam pairokaro aur charindo aur parindo ko Allah ka shukr Ada karne ke liye roza rakhne ka hukm diya.
Tarikh At Tabri, Jild 1, 132
----------------------
✦ Answer CGIJ
----------
✦ Narrated Ibn Abbas Radi allahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam came to Medina and saw the Jews fasting on the day of Ashura. He asked them about that. They replied, "This is a good day, the day on which Allah rescued Bani Israel from their enemy. So, Musa Alaihi salam fasted this day." The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "We have more claim over Musa Alaihi salam than you." So, the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam fasted on that day and ordered (the Muslims) to fast (on that day).
Sahih Bukhari Book 31, 222

✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Noah boarded the ark on the first day of Rajab. He and all those with him fasted. The ark floated with them for six months-thus, until al-Muharram. The ark anchored upon al-Judi on the 'Ashura Day, and Noah fasted and ordered all the wild and (domestic] animals with him to fast in gratitude to God.
Tarikh At Tabri, Vol 1, 367

No comments:

Post a Comment