❗Only-Quran-Hadith Quiz 423❗
❗ Dono sawalo ke jawab saath mein is tarah dijiyega AB / CD
Sawal 1 : Wo kaunse nabee hain jo Ibrahim Alaihi salam par imaan bhi laye aur unke saath hijrat bhi ki ?
A. Yaqub Alaihi Salam
B. Ishaq Alaihi Salam
C. Lut Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Ibrahim Alaihi salam ki hijrat kaha jakar khatam huyee ?
A. Yemen
B. Mulk e sham
C. Makka
D. Misr (Egypt)
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
---------------------------
❗ Kindly reply two questions like this CE / BD
Quiz 1 : What is the name of that Prophet who believed in Ibrahim alaihi salam and migrated with him ?
A. Yaqub Alaihi Salam
B. Ishaq Alaihi Salam
C. Lut Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : At which place Ibrahim Alaihi salam finished their migration ?
A. Yemen
B. Mulk e sham
C. Makka
D. Misr(Egypt)
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab CC
-----
Al Quran : Aur un par (Ibrahim alaihi salam par) lut alihi salam iman laaye aur unhone (ibrahim alaihi salam ne ) kaha ki main apne RABB ki taraf hijrat karne wala hu jo bada galib aur hikmat wala hai.
Surah Ankaboot (29) Aayat 26
Al Quran : Humne kaha eh aag Ibrahim par thandi aur rahat wali ho ja , aur unhone (qaum ne) unki burayee chahi aur hmne usko nakam kar diya , Aur hum usko (Ibrahil Alaihi Salam) aur Lut Alaihi salam ko bacha kar us zameen ki taraf le aaye jismein humne jahan ke liye barkat rakhi hai
Surah Anbiya, Aayat 69-71
Tafseer: Phir Allah suhanahu ne Lut alaaihi salam ka zikr kiya , jinka pura naam Lut bin Haran bin Azar tha wo Ibrahim alaihi salam par imaan laye they aur unke saath hijrat karke mulk e sham gaye they ek rivayat ke mutabiq lut alaihi salam mulk e sham mein rah gaye , Ibn Abbas Radi Allahu anhu farmate hai ki phir Ibrahim Alaihi salam ki hijrat makka mein jakar khatam huyee
Tafseer ibn kathir, Surah Anbiya, Aayat 70
✦ AL Quran : Beshak logon ke waste jo sabse pahla ghar muqarrar huwa wo yahi hai jo makka mein barkat wala hai aur sare jahan ke logon ke liye rahnuma hai
Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96
Answer CC
---------
Al Quran : So Lut believed in him. He (Ibrahim Alaihi salam) said: "I will emigrate for the sake of my Lord Verily, He is the All-Mighty, the All-Wise. "
Surah Ankaboot (29) Verse 26
Al Quran : We (Allah) said: "O fire! Be you coolness and safety for Ibrahim (Abraham)!" And they wanted to harm him, but We made them the worst losers.And We rescued him and Lut (Lot) to the land which We have blessed for the 'Alamin (mankind and jinn)
Surah Anbiya, Verse 69-71
Tafseer: Then Allah mentions Lut, whose full name was Lut bin Haran bin Azar. He believed in Ibrahim and followed him, and migrated with him towards sham , Its beleived that Lut alaihi salam stayed there. Ibn Abbas said that migration was finished in makka at the end.
Tafseer ibn kathir, Surah Anbiya, Aayat 70
✦ Al Quran : Verily, the first House (of worship) appointed for mankind was that at Bakkah (Makkah), full of blessing, and a guidance for Al-'Alamin (mankind and jinn).
Al Quran, Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96
No comments:
Post a Comment