❗Only-Quran-Hadith Quiz 422❗
Sawal : Wo kaunse nabee hain jo Ibrahim Alaihi salam par imaan bhi laye aur unke saath hijrat bhi ki ?
A. Yaqub Alaihi Salam
B. Ishaq Alaihi Salam
C. Lut Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
-----------------------------------
Quiz : What is the name of that Prophet who believed in Ibrahim alaihi salam and migrated with him ?
A. Yaqub Alaihi Salam
B. Ishaq Alaihi Salam
C. Lut Alaihi Salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab C
-----------
Phir Allah suhanahu ne Lut alaaihi salam ka zikr kiya , jinka pura naam Lut bin Haran bin Azar tha wo Ibrahim alaihi salam par imaan laye they aur unke saath hijrat karke mulk e sham gaye they Allah subhanau ne Quran mein farmaya Aur un par (Ibrahim alaihi salam par) lut alihi salam iman laaye aur unhone (ibrahim alaihi salam ne ) kaha ki main apne RABB ki taraf hijrat karne wala hu jo bada galib aur hikmat wala hai. Ibn Abbas Radi ALlahu anhu farmate hai ki ye hijrat makka mein jakar khatam huyee
Tafseer ibn kathir, Surah Anbiya, Aayat 71-75
-----------
Then Allah mentions Lut, whose full name was Lut bin Haran bin Azar. He believed in Ibrahim and followed him, and migrated with him, as Allah says:
(So Lut believed in him. He (Ibrahim Alaihi salam) said: "I will emigrate for the sake of my Lord-29:26)
Ibn Abbas said that that migration was finished in makka at the end.
Tafseer ibn kathir, Surah Anbiya, Aayat 71-75
No comments:
Post a Comment