Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 446


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 446❗

❗ Jawab ek se ziyada hain

❗ Sawal : Jo shohar apni biwiyo ko Maa kah dete hain wo wapas ruju karne ke liye inmein se kaun kaun sa kaffara ada kar sakte hain ?


A. 1 gulam aazad kare

B. Lagatar 1 mahine ke roze rakhe

C. 2 mahine ke lagatar roze rakhe

D. 60 miskeeno ko khana khila de

E. 7 miskeeno ko subah aur sham khana khila de

F. Sahi jawab ka intear hai
-------------------------------

❗ Answers are more than one


❗ Quiz : Those who make unlawful to them their wives by Zihar (by saying mother to his wife) what he can do for expaiation among below ?


A. Has to free 1 slave

B. Have to fast one successive month

C. Have to fast two successive month

D. Feed 60 poor

E. Feed 7 poor morning and evening

F. I want to know



Sahi Jawab ACD
--------
Al Quran : Jo Log apni biwiyon ko maa kah dete hain phir apne qaul se ruju kar le to (unko) hum bistar hone se pahle ek gulam aad karna (jaruri) hai, Momeeno is hukm se tumko naseehat ki jati hai aur jo kuch tum karte ho Allah subhanahu us se khabardar hai. Jisko Gulam na mile wo (mard) ek dusro ko chune se pahle 2 mahine ke lagatar roze rakhe ,aur jo koi aisa bhi kar sake to 60 miskeeno ko khana khilaye,ye isliye ki tum Allah aur uske Rasool par imaan lao aur ye Allah ki hadein hain aur na manne walo ke liye dardnak azab hai
Surah Mujadila , Aayat 3-4
-------------
Al Quran : And those who make unlawful to them their wives by Zihar (by saying mother to his wife) and wish to free themselves from what they uttered, (the penalty) in that case is the freeing of a slave before they touch each other. That is an admonition to you (so that you may not repeat such an ill thing). And Allah is All-Aware of what you do. And he who finds not (the money for freeing a slave) must fast two successive months before they both touch each other. And he who is unable to do so, should feed sixty Miskins (poor). That is in order that you may have perfect Faith in Allah and His Messenger. These are the limits set by Allah. And for disbelievers, there is a painful torment.
Surah Mujadila , Aayat 3-4

No comments:

Post a Comment