Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 21 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith: Zakat-ul-Fitr ko Roze k' 30 mins ago
A visitor from Florida viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 32 mins ago
A visitor from Alabama viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 34 mins ago
A visitor from California viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 34 mins ago
A visitor from Clonee viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 37 mins ago
A visitor from Louisiana viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 37 mins ago
A visitor from Alabama viewed '✦ Mafhum e Hadith: Islam har gh' 38 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Mafhum-e-Hadith: juma ek din ek' 51 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Hadith : Jo banda kisi ko maaf' 1 hr 8 mins ago

Total Pageviews

4,421,674

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 436❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 436❗

Sawal : Dushman kisi ka peecha kar raha ho aur wo bhag kar ek qile mein ghus jaye aur un logo se apni jaan bacha le isee tarah koi banda khud ko Shaitan se kis cheez se bacha sakta hai ?

A. Namaz

B. Sadqa

C. Allah ka zikr

D. Jihad

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------------------

Quiz : A man whose enemy quickly tracks him until he reaches an impermeable fortress in which he protects himself from them. Same like this , By what a slave can protect himself from Ash-Shaitan (devil) ?


A. Prayer (salah)

B. Charity

C. Remembrance of Allah.

D. Jihad

E. None of the above

F. I want to know


Sahi Jawab C
----------
Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki Yahya Alaihi salam ne Bani isareel sefarmaya Main tumhe Allah ke zikr ki talqeen karta hu , Allah ke zikr ki misal aisee hai ki dushman kisi ka peecha kar raha ho aur wo bhag kar ek qile mein ghus jaye aur un logo se apni jaan bacha le isee tarah koi banda khud ko Shaitan se Allah ke zikr ke siwa aur kisi cheez se nahi bacha sakta
Jamia Tirmizi, Jild 2, 771-Sahih(Part)
--------------
Narrated Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah (ﷺ) said: Yahya bin Zakariyya Alaihi salam said to the bani isareel that Remember Allah. For indeed the parable of that, is a man whose enemy quickly tracks him until he reaches an impermeable fortress in which he protects himself from them. This is how the worshiper is; he does not protect himself from Ash-Shaitan except by the remembrance of Allah.'
jamia Tirmizi, Book 42, 2863-Sahih(Part)

No comments:

Post a Comment