Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 444 ❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 444 ❗


Quiz : Neeche likhe gaye muajazat or khususiyat ko unke Nabiyo se milan kijiye aur jawab is tarah dena
A1, B5, C3, D4, E1

A. Maa ke pet se aaye andho ko sahi kar dena

B. Khwabo ki tabir ka ilm

C. Kodh ki beemari ko shifa mai badal dena

D. Mitti ke parindo ko jaandar bana dena

E. Parindo ki boli samajhna

F. Sahi Jawab ka intezar hai
------------
1. Ibrahim Alahi salam

2. Yaqub Alahi salam

3. SUlaiman Alahi salam

4. Musa Alaihi Salam

5. Isa Alahi salam

6. Yusuf Alahi salam

7. Nooh Alaihi Salam

8. Inmein se koi nahi
---------------------------------
Quiz 1 Kindly match the below miracle or spiciality with his related Prophet and reply like this

A1, B5, C3, D4, E1.....

A. Healing to the born blind

B. Knowledge of the dreams

C. Healing to the lepers

D. Mitti ke parindo ko jaandar bana dena

E. Understanding the speech of birds,

F. I want to know
------------
1. Ibrahim Alahi salam

2. Yaqub Alahi salam

3. Sulaiman Alahi salam

4. Musa Alaihi Salam

5. Isa Alahi salam

6. Yusuf Alahi salam

7. Nooh Alaihi Salam

8. None of the above


----------
Sahi Jawab

A5

B6

C5

D5

E3
-----------
✦ Aur woh (Isa Alaihi Salam) bani isareel ki taraf rasool honge (aur kahenge) Main tumhare pass tumhare RABB ki nishani laya hun

Mein tumharay liye parinde ki shakal ki tarah mitti ka parinda banata hun phir uss mein phoonk maarta hun to woh Allah Taalaa kay hukm se parinda bann jata hai aur Allah subhanahu ke hukm se Main Maa ke pet se aaye huye andhe ko aur korhi ko acha ker deta hun aur murdon ko zinda kerta hun aur jo kuch tum khao aur jo apne gharon mein zakheera karo mein tumhe bata deta hun iss mein tumhare liye badi nishani hai agar tum eman laane walay ho.
Surah Aal e imran, Aayat 49

✦ Al Quran : Humne misr (egypt) ki sir zamin par yusuf Alaihi Salam ka qadam jama diya taaki hum unhe khuwab ki tabeer ka kuch ilm sikha den.
Surah Yusuf , Aayat 21

✦ Al Quran : Aur Dawood Alaihi Salam ke Waris sulaiman Alaihi salam huye aur kahne lage logo Humen parindon ki boli sikhayee gaee hai
Surah Namal, Aayat 16
----------------
Answer

A5

B6

C5

D5

E3
------------------
✦ And (appoint him) an apostle to the Children of Israel, (with this message): "'I have come to you, with a Sign from your Lord, in that I make for you out of clay, as it were, the figure of a bird, and breathe into it, and it becomes a bird by Allah's leave: And I heal those born blind, and the lepers, and I quicken the dead, by Allah's leave; and I declare to you what ye eat, and what ye store in your houses. Surely therein is a Sign for you if ye did believe;
Surah Aal e imran, Aayat 49

✦ Al Quran : The man in Egypt who bought him, said to his wife: "Make his stay (among us) honourable: may be he will bring us much good, or we shall adopt him as a son." Thus did We establish Yusuf in the land, that We might teach him the interpretation of stories (and events). And Allah hath full power and control over His affairs; but most among mankind know it not.
Surah Yusuf , Verse 21

✦ Al Quran : And Solomon was David's heir. He said: "O ye people! We have been taught the speech of birds, and on us has been bestowed (a little) of all things: this is indeed Grace manifest (from Allah.)"
Surah Namal Verse 16

No comments:

Post a Comment