Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 432❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 432❗


❗ Teeno sawalo ke jawab saath mein is tarah dijiyega ABD / CDA

🍃 Ek nabee aise they jinhe Allah subhanahu ke kuch baato ka hukm diya aur kaha ki is par aap bhi amal kare aur apni qaum ko bhi us par amal karne ko kahe magar unhone ismein deri ki to dusre Nabee ne unhe ye hukm yaad dilaya aur kaha ki agar aap ye hukm apni qaum ko nahi sunaoge to main suna dunga.


Sawal 1: Us Nabee ko kitni cheezo ka hukm diya gaya tha ?


A. 3

B. 5

C. 7

D. 10

E. Inmein se koi nahi


Sawal 2 : Wo nabee kaun they jinhone unko kaha ki agar aap ye hukm nahi sunaoge to main sunauunga ?

A. Musa Alaihi Salam

B. Loot Alaihi Salam

C. Ibrahim Alaihi salm

D. Yahya Alaihi salam

E. Inmein se koi nahi


Sawal 3 : Wo nabee kaunsi Qaum ki taraf bheje gaye they ?

A. Qaum e Aad

B. Bani Israel

C. Qaum e samud

D. Qaum e Lut

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------------------

❗ Kindly reply all three questions like this ACD / CDE

❗ There was a prophet to whom Allah subhanahu gave some command and said that its for you and for your people to follow, but that prophet was slow to deliver it and that time another prophet said to him either you command them (to your people), or I shall command them ?

Quiz 1 : How many commands was given to that prophet ?

A. 3

B. 5

C. 7

D. 10

E. None of the above

Quiz 2 : Who was that second prophet who said either you command them (to your people), or I shall command them ?

A. Musa Alaihi Salam

B. Loot Alaihi Salam

C. Ibrahim Alaihi salm

D. Yahya Alaihi salam

E. None of the above

Quiz 3 : Towards which people (nation) those prophets were sent ?

A. The People of Aad

B. Bani Israel

C. The People of samud

D. The people of loot

E. None of the above

F. I want to know


❗Sahi Jawab BEB
--------------
Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Yahya Alaihi salam ko Allah ne 5 baato ka hukm diya aur farmaya ki khud bhi us par amal karo aur bani israel ko bhi is par amal karne ka hukm do magar yahya Alaihi salam ne isko pahuchane mein deri ki to Esa alaihi salam ne unse kaha ki Allah subhanahu ne aapko 5 cheezo par amal karne ka hukm diya hai aur bani isarel se bhi us par amal karwane ka hukm diya hai isliye aap unko hukm dijiye warna main unko hukm deta hu Yahya Alaihi salam ne kaha ki mujhe andesha hai ki agar apane usko pahuchane mein sabqat le gaye to mujhe dhansa diya jayega ya azab diya jayega phir unhone logo ko bait al muqaddas mein jama kiya yaha tak ki jagah bhar gayee aur log unchi jagah par baith gaye phir hazrat yahya Alaihi salam ne farmaya Allah subhnahu ne mujhe 5 cheezo ka hukm diya hai aur kaha hai ki khud bhi is par amal karu aur tum logo ko bhi us par amal karne ka hukm du
1. Tum sirf Allah ki ibadat karo aur kisi ko uska sharik na banao
2. Allah subhanahu ne tumhe namaz ka hukm diya hai
3. Aur usne tumhe roza rakhne ka hukm diya hai
4. Aur usne tumhe sadqa dene ka hukm diya hai
5. Aur usne tumhe Allah ka zikr karne ka hukm diya hai
Jamia Tirmizi, Jild 2, 771-Sahih (Part) 
-----------------
❗Answer BEB
-----
Narrated Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah (ﷺ) said: "Indeed Allah commanded Yahya bin Zakariyya with five commandments to abide by, and to command the Children of Isra'il to abide by them. But he was slow in doing so. So 'Eisa said: 'Indeed Allah commanded you with five commandments to abide by and to command the Children of Isra'il to abide by. Either you command them, or I shall command them.' So Yahya said: 'I fear that if you precede me in this, then the earth may swallow me, or I shall be punished.' So he gathered the people in Jerusalem, and they filled [the Masjid] and sat upon its balconies. So he said: 'Indeed Allah has commanded me with five commandments to abide by, and to command you to abide by.
1. The first of them is that you worship Allah and not associate anything with him.
2. And Allah commands you to perform Salat.
3. And He commands you with fasting.
4. And He commands you to give charity.
5. And He commands you to remember Allah.
jamia Tirmizi, Book 42, 2863-Sahih (Part)

No comments:

Post a Comment