Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Al bahah viewed '✦ Hadith : Jo kuch duniya mein' 17 mins ago
A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 33 mins ago
A visitor from Singapore viewed 'ilm (Knowledge)' 55 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Hadith: Aisa mard jo apne Ghar' 1 hr 2 mins ago
A visitor from Singapore viewed 'Waseela' 1 hr 3 mins ago
A visitor from Riyadh viewed 'Hadith: Sabse Afzal namaz Juma' 1 hr 37 mins ago
A visitor from Karimnagar viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Roman' 1 hr 59 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith : Panch (5) ko panch (5)' 2 hrs 9 mins ago
A visitor from Karimnagar viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Roman' 2 hrs 39 mins ago
A visitor from Clifton viewed '♥ Morning Azkar ♥' 3 hrs 37 mins ago

Total Pageviews

4,427,787

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only Quran Hadith Quiz 439❗


❗Only Quran Hadith Quiz 439❗


Sawal : Wo kaunsa gunah hai jisko karne par Allah subhanhu insan ko kodh ke marz mein mubtala farma deta hai ?

A. Sharab ke aadi ho jane par

B. Budhape mein zina karne par

C. Maa Baap ki nafarmani karne par

D. Quran ki aayato ke hifz ke baad bhula dene par

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------------

Quiz : What is that sin , If a man commit, Allah will afflict him with leprosy ?


A. To be drunkard

B. Illegal intercourse in Old age

C. Disobdience of parents

D. Forget Quranic verses after remembering it

E. None of the Above

F. I want to know


Sahi Jawab E
---------
Umar bin khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo musalmano ke khane peene ki cheezo ko zakheera banakar rakh le (yani uski jama khori kare) to Allah subahanhu usko kodh ke marz aur muflisi mein mubtala farmayega
Sunan Ibn Maja, Jild 2, 312 –Hasan
--------------
It was narrated that Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu said I heard the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam say: whoever hoards (stores) food from the Muslims, Allah will afflict him with leprosy and bankruptcy.
Sunan Ibn Maja, Book 12, 2155-Hasan

No comments:

Post a Comment