❗Only-Quran-Hadith Quiz 438❗
-Ek Sahabi ki wafat ka waqt jab kareeb aaya to ek tabii unke pass aaye aur farmaya ki (marne ke baad) Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam ko mera salam kahna ?
Sawal 1 : Salam bhejne wale tabii ka kya naam hai ?
(Tabii : Jisko kisi bhi sahabi ka saath mila ho aur jiski maut islam par huyee ho.)
A. Malik Al-Dar
B. Rabiah ibn Kab
C. Muhammed bin Munkadar
D. Uwais Al-Qarni
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Us sahabi ka kya name hai jinke saath salam bheja gaya?
A. Salman Farsi Radi Allahu Anhu
B. Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu
C. Abu Said Al-Khudri Radi Allahu Anhu
D. Abu Musa Al-Ashari Radi Allahu Anhu
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------------
-Once A sahabi (Companion) was about to die that time a tabee came to him and said Convey my Salam to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam.
Quiz 1 : What is the name of that Tabii who was sending salam to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ?
( Tabii : A muslim who have been any one of the companions of Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam and died in that state.)
A. Malik Al-Dar
B. Rabiah ibn Kab
C. Muhammed bin Munkadar
D. Uwais Al-Qarni
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : What is the name of that sahabi to whom salam was given to convey?
A. Salman Farsi Radi Allahu Anhu
B. Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu
C. Abu Said Al-Khudri Radi Allahu Anhu
D. Abu Musa Al-Ashari Radi Allahu Anhu
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab CB
--------
Muhammed bin Munkadar Rahmatullah alaihi farmate hai ki jab jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu ki wafat ka waqt kareeb aaya to maine arz kiya ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki khidmat mein mera salam arz kar dena.
Sunan Ibn majah, Jild 1,1450-Sahih
--------
Muhammad bin Munkadir said I entered upon Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu when he was dying, and I said: Convey my Salam to the Messenger of Allah Sal-Allahu alaihi Wasallam
Sunan Ibn majah, Book 6, 1450-Sahih
No comments:
Post a Comment