Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Perm viewed '❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1156*' 50 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 52 mins ago
A visitor from Perm viewed 'Hadith : Jo banda kisi ko maaf' 55 mins ago
A visitor from Oguz viewed 'Hadith : Jo banda kisi ko maaf' 1 hr 14 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith: Shab-e-Qadr ko Ramazan' 2 hrs 21 mins ago
A visitor from Frankfurt am main viewed 'Mushkil kaam ke waqt padhne ki' 3 hrs 7 mins ago
A visitor from India viewed 'Morning Azkar In Hindi' 6 hrs 8 mins ago
A visitor from Jaipur viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 6 hrs 10 mins ago
A visitor from Mumbai viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 6 hrs 36 mins ago
A visitor from Pune viewed 'Family' 6 hrs 39 mins ago

Total Pageviews

4,421,650

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only Quran Hadith Quiz 433❗


❗Only Quran Hadith Quiz 433❗


❕Dono Sawalo Ke jawab ek sath dijiye


Sawal 1 : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne is duniya se jaane se pahle kitne Dinar chorhey they ? :

Sawal 2 : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne is duniya se jaane se pahle kitne oonth apne gharwalo ke liye chorhey they ?


A. 70

B. 700

C. 7

D. 100

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

------------------------------

Kindly reply both questions like this AC / DB


Quiz 1 : How many dinar the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam left before passed away ?

Quiz 2 : How many Camels the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam left before passed away ?

A. 70

B. 700

C. 7

D. 100

E. None of the above

F. I want to know


❗ Sahi Jawab EE ❗
-------------
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne (apni wafat se pahle) Na kuch dinar chorha aur na kuch dirham aur na hi koi bakri aur na hi koi oont aur na hi kisi tarah ki koi waseeyat farmayee (Kyunki Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ke khud ka koi maal waseeyat ke liye bacha hi nahi tha)
Sahih Muslim, Jild 4, 4229
-----------
A'isha Radi Allahu Anha reported the Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi wasallam left neither dinar nor dirham (wealth in the form of cash), nor goats (and sheep), nor camels. And he made no will about anything (in regard to his material possessions, as he had none),
Sahih Muslim,Book 13, 4011

No comments:

Post a Comment