Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam (subah ki) adhan aur subah ki takbir ke darmyan 2 rakat padhte
.
Ibn Umar Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Ummul Momeeneen hafsa Radhi allahu anha ne farmaya Jab Muazzin subah ki adhan dekar chup ho jata Aur subah zahir hone lagti to Aap sallallahu alaihi wasallam 2 halki rakat padhte , Farz namaz ki takbir se pahle
Sahih Muslim, Vol 1, 1676
.
Ummul Momeenin Aisha Radhi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam (subah ki) adhan aur subah ki takbir ke darmyan 2 rakat padhte
Sahih Muslim, Vol 1, 1683
.
Ummul Momeenin Aisha Radhi allahu anha ne farmaya ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam kisi bhi nawafil ( ya sunnat) namaz ka itna khayal nahi rakhte jitna ki subah se pahle 2 rakat namaz ka
Sahih Muslim, Vol 1, 1686
.
Note : Farz namazo ke siwa jin nawafil namazo ko Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam kasrat se padhte they ya jinko padhne ka hukm diya wo ummat ke liye sunnat ho jati hain aur farz ke alawa jin namazo o aap sallallahu alaihi wasallam ne kabhi padha aur kabhi chodh diya wo nawafil rahti hain
http://islamqa.info/en/149492

http://www.islamhelpline.net/node/3795
----------------------------------------------------------------------
حضرت عبداللہ بن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت کی کہ ام المومنین حضرت حفصہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا نے انھیں بتایاکہ جب موذن صبح کی اذان کہہ کر خاموش ہوجاتا اور صبح ظاہر ہوجاتی تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نماز کی اقامت سے پہلے دو مختصر رکعتیں پڑھتے ۔
صحیح مسلم جلد ۱ ۱۶۷۶
ابو سلمہ نے حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے روایت کی کہ نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم صبح کی نماز کی اذان اور اقامت کے درمیان دو رکعتیں پڑھتے تھے ۔
صحیح مسلم جلد ۱ ۱۶۸۳
حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سےروایت کی کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نوافل میں سے کسی اور ( نماز ) کی اتنی زیادہ پاسداری نہیں کرتے تھے جتنی آپ صبح سے پہلے کی دو رکعتوں کی کرتے تھے ۔
صحیح مسلم جلد ۱ ۱۶۸۶
-------------------------
Sahih Muslim, Vol Book 4, Hadith 1562
.
Ummul Momeenin Aisha Radhi allahu anha reported that the Prophet sallallahu alaihi wasallam used to observe two (supererogatory) rak'ahs in between the call to prayer and the Iqama of the dawn prayer.
Sahih Muslim, Vol Book 4, Hadith 1568
.
Aisha Radhi allahu anha reported: that the Prophet sallallahu alaihi wasallam was not so much particular about observing supererogatory rak'ahs as in case of the two rak'ahs of the dawn prayer.
Sahih Muslim, Vol Book 4, Hadith 1571
.
Note : Sunnah refers to something that the Prophet sallallahu alaihi wasallam did persistently or ordered to perform and naafil refers to things that he sallallahu alaihi wasallam did sometimes and not at other times.
http://islamqa.info/en/149492
No comments:
Post a Comment