Bismillahirrahmanirrahim
.
Mafhum-e-Hadith: Maut ke baad bhi musalman ko pahuchne wala sawab - ( Eesal e sawab)
Jab koi insan mar jata hai to uska amal moquf ho jata hai (ruk jata hai) magar ten cheezon ka sawab jari rahta hai ek sadqa e jariya ka, dusra wo ilm jis se log fayda uthaye, teesra neik bachche ka jo uske liye dua kare
Sahih Muslim, Vol 4, 4223
2. Sad bin 'Ubada Radhi allahu anhu ki Maa ka jab inteqal hua to wo unki khidmat mein mojud nahi they unhoney aakar Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya, ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam meri walida ka jab inteqal hua to main unki khidmat mein hazir nahi tha, agar main koi cheez sadqa karu to us sey unhey fayda pahunch sakta hai Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, unhoney kaha main Aapko gawah banata hun mera Makhraf naam ka baag unki taraf se sadqa hai.
Sahih Bukhari, Vol 4, 2756
3. Anas Bin Malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke liye wo sadqa hota hai(yani jab tak koi isme se khayega sadqe ka sawab milta rahega)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6012
4. Ayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki ek shaksh aaya aur usney Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha ki meri Maa achanak mar gayee aur waseeyat na kar saki, agar wo bolti to jarur sadqa deti, ab agar main Uski taraf se sadqa du to kya usey Sawab hai ?
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAAN
Sahih Muslim, Vol 3, 2326
5. Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo
Sunan Nasaii, Vol 2, #545 -Sahih
6. Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya ki mere walid ki wafat ho gayi aur wo hajj nahi kar sakey , kya main unki janib se hajj kar sakta hu, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tumhare walid sahib par karz hota to kya tum unki taraf se wo karz ada kartey ? usney kaha ji haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir Allah subhanahu ka karz ada karney ka haq zyada hai
Sunan Nasaii, Vol 2, 550 -Sahih
7. Buraidah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Aurat Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huyee aur arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam meri walida ke zimmey rozey they aur unka inteqal ho gaya kya main unki janib se rozey rakh lu ? Farmaya haan
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1759-Sahih
8. Umma Aayesha Radhi allahu anhu se rivayat hai ki ek shakhsh ne Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam se pucha ki Meri Maa ka achanak inteqal ho gaya aur mera khayal hai ki agar unhein baat karney ka moka milta to wo kuch na kuch khairat karti ,agar main unki taraf se kuch khairat karu to kya unhein iska sawab milega ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya , Haan milega
Sahih Bukhari , Vol 2, 1388
9. Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo raah-e-khuda mein tainati ki halat mein is duniya se gaya to jo bhi ( achcha) amal wo karta tha ALLAH subhanahu uska ajar jaari farma dega aur Allah iska rizq bhi (Qabr mein) jari farma dega Aur wo Qabr ki aazmayeesh se mehfooz rahega aur ALLAh usey qayamat ke roz har tarah ke khauff aur ghabrahat se mutmaeen uthayega
Sunan ibn Majah, Vol 2, 924-Sahih
------------------------------------------------------
Mafhum-e-Hadith: The Benefit ( Sawab ) which reach to the Muslim even after death
1. Abu Huraira Radhi allahu anhu Reported , the Prophet Sallallahu alaihi wasallam Said
When a man dies, his acts come to an end, but three, recurring charity, or knowledge (by which people) benefit, or a pious son, who prays for him (for the deceased).
Sahih Muslim, Book 13 , 4005
2. Narrated Ibn 'Abbas Radhi allahu anhu : The mother of sad bin 'Ubada Radiallahuanhu died in his absence. He said, "O ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam! My mother died in my absence; will it be of any benefit for her if I give Sadaqa on her behalf?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Yes," Sad said, "I make you a witness that I gave my garden called Al Makhraf in charity on her behalf."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 51, No. 19:
3. Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If any Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be rewarded as if he had given that much in charity."
Sahih Bukhari, Book 73, No. 41
4. Aisha Radi Allahu Anha said that A person came to the Apostle of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said: My mother died suddenly without having made any will. I think she would have definitely given Sadaqa if she had been able to speak. Would she have a reward if I gave Sadaqa on her behalf? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Yes.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2196:
5. It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said A man said: O Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam ! My father has died and he did not perform Hajj; shall I perform Hajj on his behalf?' He said: 'Don't you think that if your father owed a debt you would pay it off?' The man said: 'Yes.' He said: 'The debt owed to Allah is more deserving (of being paid off)."'
Sunan Nasaii, Book 24, Hadith 2640-Sahih
6. It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu A woman came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: O Messenger of Allah, my sister has died and she owed a fast of two consecutive months.’ He said: ‘Do you not think that if your sister owed a debt, you would pay it off for her?’ She said: ‘Of course.’ He said: ‘The right of Allah is greater.
Sunan ibn Majah, Book 7, Hadith 1758-Sahih
7. It was narrated from Ibn Buraidah that his father said A woman came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam and said: O Messenger of Allah, my mother has died and she owed a fast. Should I fast on her behalf?’ He said: ‘Yes.’”
Sunan ibn Majah, Book 7, Hadith 1759-Sahih
8. Narrated Aisha Radi Allahu Anha A man said to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam "My mother died suddenly and I thought that if she had lived she would have given alms. So, if I give alms now on her behalf, will she get the reward?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam replied, Yes (she will get).
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 23, 470
9. It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:“Whoever dies being prepared in the cause of Allah, will be given continuously the reward for the good deeds that he used to do, and he will be rewarded with provision, and he will be kept safe from Fattan ( fitna or punishment of grave) and Allah will raise him on the Day of Resurrection free of fright.”
Sunan ibn Majah, Book 24, Hadith 2767-Sahih
.
Mafhum-e-Hadith: Maut ke baad bhi musalman ko pahuchne wala sawab - ( Eesal e sawab)
-------------------------------------------------------------
1. Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab koi insan mar jata hai to uska amal moquf ho jata hai (ruk jata hai) magar ten cheezon ka sawab jari rahta hai ek sadqa e jariya ka, dusra wo ilm jis se log fayda uthaye, teesra neik bachche ka jo uske liye dua kare
Sahih Muslim, Vol 4, 4223
2. Sad bin 'Ubada Radhi allahu anhu ki Maa ka jab inteqal hua to wo unki khidmat mein mojud nahi they unhoney aakar Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya, ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam meri walida ka jab inteqal hua to main unki khidmat mein hazir nahi tha, agar main koi cheez sadqa karu to us sey unhey fayda pahunch sakta hai Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan, unhoney kaha main Aapko gawah banata hun mera Makhraf naam ka baag unki taraf se sadqa hai.
Sahih Bukhari, Vol 4, 2756
3. Anas Bin Malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke liye wo sadqa hota hai(yani jab tak koi isme se khayega sadqe ka sawab milta rahega)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6012
4. Ayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki ek shaksh aaya aur usney Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha ki meri Maa achanak mar gayee aur waseeyat na kar saki, agar wo bolti to jarur sadqa deti, ab agar main Uski taraf se sadqa du to kya usey Sawab hai ?
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya HAAN
Sahih Muslim, Vol 3, 2326
5. Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum unki taraf se hajj karo
Sunan Nasaii, Vol 2, #545 -Sahih
6. Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya ki mere walid ki wafat ho gayi aur wo hajj nahi kar sakey , kya main unki janib se hajj kar sakta hu, Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tumhare walid sahib par karz hota to kya tum unki taraf se wo karz ada kartey ? usney kaha ji haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir Allah subhanahu ka karz ada karney ka haq zyada hai
Sunan Nasaii, Vol 2, 550 -Sahih
7. Buraidah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Aurat Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huyee aur arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam meri walida ke zimmey rozey they aur unka inteqal ho gaya kya main unki janib se rozey rakh lu ? Farmaya haan
Sunan ibn Majah, Vol 1, 1759-Sahih
8. Umma Aayesha Radhi allahu anhu se rivayat hai ki ek shakhsh ne Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam se pucha ki Meri Maa ka achanak inteqal ho gaya aur mera khayal hai ki agar unhein baat karney ka moka milta to wo kuch na kuch khairat karti ,agar main unki taraf se kuch khairat karu to kya unhein iska sawab milega ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya , Haan milega
Sahih Bukhari , Vol 2, 1388
9. Abu Hurairah Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo raah-e-khuda mein tainati ki halat mein is duniya se gaya to jo bhi ( achcha) amal wo karta tha ALLAH subhanahu uska ajar jaari farma dega aur Allah iska rizq bhi (Qabr mein) jari farma dega Aur wo Qabr ki aazmayeesh se mehfooz rahega aur ALLAh usey qayamat ke roz har tarah ke khauff aur ghabrahat se mutmaeen uthayega
Sunan ibn Majah, Vol 2, 924-Sahih
10. ✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jannat mein mard ka darja buland kar diya jata hai to wo arz karta hai ye kaise hua irshad hota hai ki tumhare Aulad ke tumhare haq mein astigfar ke sabab.
Sunan Ibn majah, Jild 3, 541-Hasan
------------------------------------------------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب انسان فوت ہو جائے تو اس کا عمل منقطع ہو جاتا ہے سوائے تین اعمال کے ( وہ منقطع نہیں ہوتے ) : صدقہ جاریہ یا ایسا علم جس سے فائدہ اٹھایا جائے یا نیک بیٹا جو اس کے لیے دعا کرے
صحیح مسلم جلد ۴ ۴۲۲۳
سعد بن عبادہ رضی اللہ عنہ کی ماں عمرہ بنت مسعود کا انتقال ہوا تو وہ ان کی خدمت میں موجود نہیں تھے۔ انہوں نے آ کر رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا یا رسول اللہ! میری والدہ کا جب انتقال ہوا تو میں ان کی خدمت میں حاضر نہیں تھا۔ کیا اگر میں کوئی چیز صدقہ کروں تو اس سے انہیں فائدہ پہنچ سکتا ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اثبات میں جواب دیا تو انہوں نے کہا کہ میں آپ کو گواہ بناتا ہوں کہ میرا مخراف نامی باغ ان کی طرف سے صدقہ ہے۔
صحیح بخاری جلد ۴ ۲۷۵۶

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”اگر کوئی مسلمان کسی درخت کا پودا لگاتا ہے اور اس درخت سے کوئی انسان یا جانور کھاتا ہے تو لگانے والے کے لیے وہ صدقہ ہوتا ہے۔“
صحیح بخاری جلد ۷ ۶۰۱۲
حضرت عائشہ رضی اللہ تعالیٰ عنہا سے حدیث بیان کی کہ ایک آدمی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوا اور کہا:اے اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم !میری والدہ اچانک وفات پاگئی ہیں اور انھوں نے کوئی وصیت نہیں کی،میرا ان کے بارے میں گمان ہے کہ اگر بولتیں تو وہ ضرور صدقہ کرتیں،اگر ( اب ) میں ان کی طرف سے صدقہ کروں تو کیا انھیں اجر ملے گا؟آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ہاں
صحیح مسلم جلد ۳ ۲۳۲۶
ایک شخص نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھیں کہ میری ماں مر گئی ہے اور اس نے حج نہیں کیا ہے تو کیا میں اس کی طرف سے حج کروں تو اسے کافی ہو گا؟ آپ نے فرمایا: ”ہاں، اگر اس کی ماں پر قرض ہوتا اور وہ اس کی جانب سے ادا کرتی تو کیا یہ اس کی طرف سے کافی نہ ہو جاتا؟ لہٰذا اسے اپنی ماں کی طرف سے حج کرنا چاہیئے“۔
سنن نسائی جلد۲ ۵۵۰ صحیح
ایک عورت نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس آئی، اور اس نے کہا: اللہ کے رسول! میری ماں کا انتقال ہو گیا، اور اس پر روزے تھے، کیا میں اس کی طرف سے روزے رکھوں؟ آپ صلی اللہعلیہ وسلم نے فرمایا: ہاں ۱؎۔
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۱۷۵۹
ایک شخص نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا کہ میری ماں کا اچانک انتقال ہو گیا اور میرا خیال ہے کہ اگر انہیں بات کرنے کا موقع ملتا تو وہ کچھ نہ کچھ خیرات کرتیں۔ اگر میں ان کی طرف سے کچھ خیرات کر دوں تو کیا انہیں اس کا ثواب ملے گا؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ہاں ملے گا۔
صحیح بخاری جلد ۲ ۱۳۸۸
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص اللہ کے راستے میں «رباط» ( سرحد پر پڑاؤ ڈالے ہوئے ) مر جائے، تو جو وہ نیک عمل کرتا تھا اس کا ثواب اس کے لیے جاری رہے گا، جنت میں سے اس کا رزق مقرر ہو گا، قبر کے فتنہ سے محفوظ رہے گا، اور اللہ تعالیٰ اسے قیامت کے دن ہر ڈر اور گھبراہٹ سے محفوظ اٹھائے گا ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ۹۲۴
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کا یہ فرمان ہے: آدمی کا درجہ جنت میں بلند کیا جائے گا، پھر وہ کہتا ہے کہ میرا درجہ کیسے بلند ہو گیا ( حالانکہ ہمیں عمل کا کوئی موقع نہیں رہا ) اس کو جواب دیا جائے گا: تیرے لیے تیری اولاد کے دعا و استغفار کرنے کے سبب سے ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۳ ۵۴۱ حسن
Mafhum-e-Hadith: The Benefit ( Sawab ) which reach to the Muslim even after death
1. Abu Huraira Radhi allahu anhu Reported , the Prophet Sallallahu alaihi wasallam Said
When a man dies, his acts come to an end, but three, recurring charity, or knowledge (by which people) benefit, or a pious son, who prays for him (for the deceased).
Sahih Muslim, Book 13 , 4005
2. Narrated Ibn 'Abbas Radhi allahu anhu : The mother of sad bin 'Ubada Radiallahuanhu died in his absence. He said, "O ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam! My mother died in my absence; will it be of any benefit for her if I give Sadaqa on her behalf?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Yes," Sad said, "I make you a witness that I gave my garden called Al Makhraf in charity on her behalf."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 51, No. 19:
3. Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If any Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be rewarded as if he had given that much in charity."
Sahih Bukhari, Book 73, No. 41
4. Aisha Radi Allahu Anha said that A person came to the Apostle of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said: My mother died suddenly without having made any will. I think she would have definitely given Sadaqa if she had been able to speak. Would she have a reward if I gave Sadaqa on her behalf? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Yes.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2196:
5. It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said A man said: O Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam ! My father has died and he did not perform Hajj; shall I perform Hajj on his behalf?' He said: 'Don't you think that if your father owed a debt you would pay it off?' The man said: 'Yes.' He said: 'The debt owed to Allah is more deserving (of being paid off)."'
Sunan Nasaii, Book 24, Hadith 2640-Sahih
6. It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu A woman came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: O Messenger of Allah, my sister has died and she owed a fast of two consecutive months.’ He said: ‘Do you not think that if your sister owed a debt, you would pay it off for her?’ She said: ‘Of course.’ He said: ‘The right of Allah is greater.
Sunan ibn Majah, Book 7, Hadith 1758-Sahih
7. It was narrated from Ibn Buraidah that his father said A woman came to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam and said: O Messenger of Allah, my mother has died and she owed a fast. Should I fast on her behalf?’ He said: ‘Yes.’”
Sunan ibn Majah, Book 7, Hadith 1759-Sahih
8. Narrated Aisha Radi Allahu Anha A man said to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam "My mother died suddenly and I thought that if she had lived she would have given alms. So, if I give alms now on her behalf, will she get the reward?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam replied, Yes (she will get).
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 23, 470
9. It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:“Whoever dies being prepared in the cause of Allah, will be given continuously the reward for the good deeds that he used to do, and he will be rewarded with provision, and he will be kept safe from Fattan ( fitna or punishment of grave) and Allah will raise him on the Day of Resurrection free of fright.”
Sunan ibn Majah, Book 24, Hadith 2767-Sahih
10. ✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu that Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam Said "A man is raised in status in Paradise and he says: Where did this come from?' And it will be said:'From your son's praying for forgiveness(doing astigfar) for you.
Sunan Ibn majah, Book 33, Hadith 3660-Hasan
No comments:
Post a Comment