Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 25, 2014

Hadith: Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf se


Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf se

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi shaksh Juta pahney to Dahiney taraf (Right side) se shuru karey aur Utarey to bahiney taraf (left Side) se utarey, taki Dahini janib pahanney mein awwal ho aur utarney mein aakhri ho
{Sahih Bukhari, Vol.7,5855}

Umm Aayesha radi allahu anah se se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam apney tamam kaamon mein jahan tak mumkin hota daaye (right side) taraf se shuru karney ko pasand farmatey they Taharat ke waqt bhi, Kangha karney mein aur juta pahanney mein bhi 
{Sahih Bukhari, Vol 1,426}
-------------------------------
English translation 

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu alaihi wasallam said, "If you want to put on your shoes, put on the right shoe first; and if you want to take them off, take the left one first. Let the right shoe be the first to be put on and the last to be taken off." 
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 747}

Narrated 'Aisha may ALLAH be pleased with her: The Prophet Peace be upon him used to start every thing from the right (for good things) whenever it was possible in all his affairs; for example: in washing, combing or wearing shoes. 
{Sahih Bukhari, Vol 1, Book 8,418}


No comments:

Post a Comment