Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Mayyat ko is par Noha (matam) kiya jane ki wajah se bhi Qabar mai azab hota hai.
.
Abdullah bin Umar radi allahu taaala anhu ne apne walid se rivayat kiya ki Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ne farmya ke Mayyat ko is par Noha (matam) kiya jane ki wajah se bhi Qabar mai azab hota hai.
{Sahih al-Bukhari: Vol. 2,1292}
.
Hazrat Abdullah bin Mas'ud radi allahu taaala anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jo aurate (kisi ki maut par) apne chehron ko piṭ-ti aur girebaan chak kar leti hai (yani matam karte huye apne kapde phaadti hain) aur jahiliyat ki bate karti hai woh ham me se nahi hai.
{Sahih al-Bukhari:Vol2, 1294}
-----------------------------------
صحیح بخاری جلد ۲ ۱۲۹۲
حضرت عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ سے روایت ہے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جو عورتیں ( کسی کی موت پر ) اپنے چہروں کو پیٹتی اور گریبان چاک کر لیتی ہیں اور جاہلیت کی باتیں بکتی ہیں وہ ہم میں سے نہیں ہیں۔
صحیح بخاری جلد ۲ ۱۲۹۴
-------------------
English translation:
Narrated Ibn 'Umar radi allahu taaala anhu from his father said: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The deceased is tortured in his grave for the wailing done over him."
{Sahih al-Bukhari: Vol. 2, Book 23, Hadith 379}
Narrated ` Abdullah bin Mas'ud radi allahu taaala anhu said: the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "He who slaps his cheeks, tears his clothes and follows the ways and traditions of the Days of Ignorance is not one of us."
{Sahih al-Bukhari : Vol. 2, Book 23, Hadith 382}
No comments:
Post a Comment