Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 25, 2014

Hadith: Jisne hum par hathyar uthaya wo hum mein se nahi hai




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Jisne hum par hathyar uthaya wo hum mein se nahi hai

Hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne faramaya jisney hum par hathyar uthaya wo hum mein se nahi hai 
{Sahih Bukhari, Vol 8, 7070} 

Hazrat Abu hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki jo koi apney bhai ko lohey se (yani hathyaar se ) daraye to farishtey us par laanat kartey hain jab tak ki aisa karne se ruk na jaye agarchey wo uska saga bhai ho. 
{Sahih Muslim, Vol 6, #6666} 

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh hathyar se apne bhai ki taraf ishara karey to farishtey us par laanat bhejte hain 
{Jamia Tirmidhi, Vol 2, #13-Sahih} 
--------------------------------
English Translation:

Narrated Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever takes up arms against us, is not from us." 
{Sahih Bukhari,Vol9, Book88, Number 190}

Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger, may peace be upon him said: He who pointed a weapon towards his brother the angels invoke curse upon him so long as he does not abandon it even if he is his real brother. 
{Sahih Muslim Book 032, # 6336} 

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu narrated that: The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever points a piece of iron ( weapon) at his brother, the angels curse him 
{Jamia Tirmidhi, Book 7, Hadith 2162- sahih}

No comments:

Post a Comment