Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, December 30, 2014

Mafhum-e-Hadith - Nabee Sallallahu alaihi wasallam ka ruku aur sazda



Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith - Nabee Sallallahu alaihi wasallam ka ruku aur sazda

AL Bara Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ke ruku , Sazda , ruku se sir uthaney ke baad ka waqt aur dono Sazdo ke darmiyan baithney ka waqt Takriban barabar hota tha
{Sahih Bukhari, Vol1, 801}

Abdullah ibn Abbas radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam Do sazdo ke darmiyan ye dua parhtey they
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني

(Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma)
{Sunan Abu Dawud, Vol 1 , 842 -Hasan}
--------------------------------------------------------
English Translation:

Narrated Al-Bara': The bowing, the prostrations, the period of standing after bowing and the intervalbetween the two prostrations of the Prophet used to be equal in duration .
{Sahih Bukhari, Book #12, Hadith #766}

Narrated Abdullah ibn Abbas radi allaho anhuma: The Prophet peace beupon him used to say between the two prostrations ( Suzud)
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني
: O Allah, forgive me and have mercy on me and heal me and guide me and provide (Rizq) for me.
{Sunan Abu dawud, Book 3, Number 0849-Hasan}

No comments:

Post a Comment