Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 11, 2014

Mafhum-e-Hadith: Ahle madina ke saath jo fareb karega wo us tarah ghul jayega jaise namak pani mein ghul jata hai



Bismillahirrahmanirrahim 

Mafhum-e-Hadith: Ahle madina ke saath jo fareb karega wo us tarah ghul jayega jaise namak pani mein ghul jata hai 

Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ahley madina ke saath jo fareb karega wo us tarah ghul jayega jaisey namak pani mein ghul jata hai 
{Sahih Bukhari, Vol3, 1877}

Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Madiney ke raaston par farishtey hain na ismein taoon( plague ki beemari) aa sakti hai aur na dajjal
{Sahih Bukhari,Vol 3, 1880}

Anas Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Allah jitni makka mein barkat ata farmayee hai madiney mein us sey Duguni barkat ata farma.
{Sahih Bukhari, Vol 3, 1885}
----------------------------------------------------------------------

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا تھا کہ اہل مدینہ کے ساتھ جو شخص بھی فریب کرے گا وہ اس طرح گھل جائے گا جیسے نمک میں پانی گھل جایا کرتا ہے۔ 
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۷۷

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مدینہ کے راستوں پر فرشتے ہیں نہ اس میں طاعون آ سکتا ہے نہ دجال۔ 
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۰

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کے اے اللہ! جتنی مکہ میں برکت عطا فرمائی ہے مدینہ میں اس سے دگنی برکت کر۔

صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۵
----------------------


English Translation:

Narrated Sad Radiallahu anhu : I heard the Prophet saying, None plots against the people of Medina but that he will be dissolved (destroyed) like the salt is dissolved in water.
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 101}

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu 
Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There are angels guarding the entrances (or roads) of Medina, neither plague nor Ad-Dajjal will be able to enter it." 
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 104}

Narrated Anas Radiallahu anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "O Allah! Bestow on Medina twice the blessings You bestowed on Mecca.
{Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 109}

No comments:

Post a Comment