Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Chennai viewed '♥ Azkar Al Masah- Evening Azkar' 1 min ago
A visitor from Chennai viewed '♥ Azkar Al Sabah - Morning Azka' 9 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Search results for Akhlaq' 20 mins ago
A visitor from Riyadh viewed 'Imaan ( faith)' 34 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Hadith : Andhe Shaksh ko bhi Gh' 36 mins ago
A visitor from Kerala viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 41 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed '♥ 40 Rabbana Dua ♥' 43 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Search results for 356' 1 hr 5 mins ago
A visitor from Gujranwala viewed 'Jannati aur Dozakhi Aurat ki mi' 1 hr 15 mins ago
A visitor from Al khawr viewed '✦ Hidayat , taqwa , paakdamani,' 1 hr 18 mins ago

Total Pageviews

4,424,197

Category

Search Hadith

Tuesday, December 30, 2014

Mafhum-e-Hadith - Nabee Sallallahu alaihi wasallam ka ruku aur sazda



Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith - Nabee Sallallahu alaihi wasallam ka ruku aur sazda

AL Bara Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ke ruku , Sazda , ruku se sir uthaney ke baad ka waqt aur dono Sazdo ke darmiyan baithney ka waqt Takriban barabar hota tha
{Sahih Bukhari, Vol1, 801}

Abdullah ibn Abbas radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam Do sazdo ke darmiyan ye dua parhtey they
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني

(Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma)
{Sunan Abu Dawud, Vol 1 , 842 -Hasan}
--------------------------------------------------------
English Translation:

Narrated Al-Bara': The bowing, the prostrations, the period of standing after bowing and the intervalbetween the two prostrations of the Prophet used to be equal in duration .
{Sahih Bukhari, Book #12, Hadith #766}

Narrated Abdullah ibn Abbas radi allaho anhuma: The Prophet peace beupon him used to say between the two prostrations ( Suzud)
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني
: O Allah, forgive me and have mercy on me and heal me and guide me and provide (Rizq) for me.
{Sunan Abu dawud, Book 3, Number 0849-Hasan}

No comments:

Post a Comment