❗ Only-Quran-Hadith Quiz 999❗
EK Baar ek sahabi ne Mimbar par chadh kar irshad farmaya ki Quran ki kisi bhi aayat ke mutalliq tum logo ko mujhse sawal karna hai kar lo phir kisi ne kuch sawal kiye jisme se Hamilaat (حَامِلَاتِ) aur Muqassimat (مُقَسِّمَاتِ ) ke baare mein bhi pucha gaya
Sawal 1 : Yaha Hamilaat (حَامِلَاتِ) se kya murad hai?
Sawal 2 : Aur Muqassimat (مُقَسِّمَاتِ ) se kya murad hai ?
A. Hawa
B. Badal
C. Kashtiyan
D. Farishte
E. Bachche wali Auratein
F. Pahad
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
Sawal 3 : Wo sahabi kaun they jo minbar par chade they ?
A. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi allahu anhu
D. Umar Radi allahu anhu
E. ALi Radi allahu anhu
F. Ubay ibn Kaab Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai
❗ Only-Quran-Hadith Quiz 999❗
Once A Sahabi ascended on the Minbar and declared, "Any Ayah in the Book of Allah the Exalted and any Sunnah from Allah's Messenger you ask me about today, I will explain them and somebody ask few things amonth those he asked about Hamilaat (حَامِلَاتِ) and Muqassimat (مُقَسِّمَاتِ ) also.
Quiz 1 : What is Hamilaat (حَامِلَاتِ) ?
Quiz 2 : What is Muqassimat (مُقَسِّمَاتِ ) ?
A. Wind
B. Clouds
C. Ships
D. Angels
E. Women who have kids
F. Mountains
G. None of the above
H. I want to know
Quiz 3 : Who was that sahabi ascended on the Minbar ?
A. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Umar Radi allahu anhu
F. Ubay ibn Kaab Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know
Sahi Jawab BD / D
-------
Ali Radi Allahu Anhu Kufa ke minber par chad kar ek baar farmane lage Quran Kareem ki jis aayat ke bare mein aur jis sunnat ke bare mein tum koi sawal karna chahate ho kar lo iss par ibn Al-kuwa Radi Allahu Anhu khade ho kar pucha
ذَّارِيَات ( Dhariyat) se kya Murad hai farmaya hawa phir pucha
حَامِلَات (Hamilat) se kya Murad hai farmaya Abr (badal) phir pucha
جَارِيَات (Jariyat) se kya Murad hai farmaya kashtiyan phir pucha
مُقَسِّمَات (Muqassimat) se kya Murad hai farmaya Farishtein
Tafsir Ibn kathir , Surah Adh-Dhariya (51) , Aayat 1-4
Answer BD / D
------------
Ali bin Abi Talib may Allah be pleased with him, ascended the Minbar in Kufah and declared, "Any Ayah in the Book of Allah the Exalted and any Sunnah from Allah's Messenger you ask me about today, I will explain them.'' Ibn Al-Kawwa stood up and said, "O Leader of the faithful! What is the meaning of
ذَّارِيَات ( Dhariyat) Ali Radi Allahu Anhu said The wind The man asked,
حَامِلَات (Hamilat) Ali Radi Allahu Anhu said The clouds The man again asked
جَارِيَات (Jariyat) Ali Radi Allahu Anhu said, The ships The man asked
مُقَسِّمَات (Muqassimat) Ali Radi Allahu Anhu said, it refers to The angels.
Tafsir Ibn kathir , Surah Adh-Dhariya (51) , Aayat 1-4
No comments:
Post a Comment