Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, November 19, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1013❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1013❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal : Wo kaunse kaam hain jinko karne se bakhshish wajib ho jati hai ?

A. Khana khilana
B. Salam phailana
C. Janaze ke saath jana
D. Cheenk ka jawab dena
E. Achchi baat karna
F. Azan dena 
G. Mareez ki Ayadat karna
H. Sahi jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1013❗

Answers are more than one

Quiz : By which deeds the forgiveness become obligatory (wajib) ?

A. Feeding the people
B. Spreading the Greetings (Salam)
C. Following the funeral
D. Giving Reply to the Sneezer
E. Speaking well
F. Giving call to prayer
G. Visiting a sick believer
H. I want to know


✅ *Sahi Jawab BE* 💐

---------
Hani Radi Allahu Anhu se riwayat hai meine Kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam mujhe koi aisa aamal bata dijiye jo mujhe Jannat mein dakhil Kar de to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Yaqeenan magfirat (bakhshish) ko wajib Karne wali cheezon mai se salam phailana aur achchi baat Karna hai 
Al-Silsila-As-Sahiha # 299


Answer BE
---------
Hani Radi Allahu Anhu sadi to the Rasool-Allah Sal Allahu Alaihi wasallam kindly let me know those deeds by which I may enter in paradise , Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said Spreading the Greetings (Salam) and Speaking well is the deeds by which the forgiveness become obligatory (wajib) 
Al Silsila Shaiha , 299

No comments:

Post a Comment