Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, November 24, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1018❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1018❗

Jawab ek se zyada hai 

Sawal: Allah Subhanahu raat ko duniya ke aasman ki taraf nuzul farma kar apne bando se kya farmata hai ?

A. Kaun hai jo Raat aur din ka baadshah hai
B. Limanil Mulkal Yaum , Lillahil Wahidil Qahhar
C. Mere siwa Kaun hai jo apne bando ki maghfirt farma sakta hai
D. Kaun hai jo mujhse mange hai ki main usko du
E. kaun hai jo mujhse bakhshish talab karta hai ki main uski bakshish karu
F. Kaun hai jo jannat ka talabgar hai main usko jannat du 
G. Kaun hai jo mujhse Dua kare ki main uski Dua Qubul karu
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1018❗

Answers are more than one

Quiz: What Allah subhanahu says At night after descending to the heaven of the world ?

A. Who is the king of the day and night 
B. Limanil Mulkal Yaum , Lillahil Wahidil Qahhar
C. Who can orgive the slaves except me 
D. Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him
E. Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him 
F. Is there anyone who asks Paradise that I may give him
G. Is there anyone who invokes Me  that I may respond to his invocation
H. I want to know


Sahi Jawab DEG
----------------
Hadith: Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hamara RAB har raat Aasman-e-Duniya ki taraf nuzul farmata hai us waqt jab raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai aur farmata hai, kaun hai jo mujhse Dua kare ki main uski Dua Qubul karu , Kaun hai jo mujhse mange hai ki main usey du , kaun hai jo mujhse bakhshish talab karta hai ki main uski bakshish karu. 
Sahih Bukhari, JIld 7, 6321

Answer  DEG
----------------
 Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam said, "When it is the last third of the night, our Lord, the Blessed, the Superior, descends every night to the heaven of the world and says, 'Is there anyone who invokes Me  that I may respond to his invocation; 
Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him; Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him?' 
Sahih Bukhari, Book 75, No. 333

No comments:

Post a Comment