Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, November 16, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1010❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1010❗

Jawab ek se zyada hai

Sawal  : Zaid Radi Allahu Anhu ko Jab Quran ko ek jagah jama karne ka hukm diya gaya to unhone Quran ki aayato ko kaha kaha se hasil kiya ?

A. Khajur ki chaalo se
B. Gharo ki deewaro se
C. Chamde ke tukdo se
D. Bartano se
E. Patle paththar ke tukdo se
F. Talwaro se
G. logo ke seeno se
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1010❗

Answers are more than one

Sawal  : When Zaid radi Allahu Anhu was ordered to compile the Quran , he collected the verses of Quran from which sources ?

A. From the leafless stalks of the date-palm tree 
B. From the Wall of the houses
C. From the Pieces of leather
D. From the Utensils
E. From the Stones
F. From the Swords
G. From the chests of men 
H. I want to know


Sahi Jawab ACEG
-----
Zaid Radi Allahu Anhu ne kaha ki (Abu bakr Radi Allahu Anhu ke Quran ko jama karne ke hukm ke baad) Maine Quran majid ki talash shuru ki, usko maine Khajur ki chaalo , Chamde ke tukdo, Patle paththar ke tukdo aur logo ke seeno se jama karne laga
Sahih Bukhari,7191


Answer ACEG
-----
Zaid Radi Allahu Anhu said (After the order of Abu Bakr Radi Allahu Anhu)  I started compiling the Qur'an by collecting it from the leafless stalks of the date-palm tree and from the  pieces of leather and hides and from the stones, and from the chests of men (who had memorized the Qur'an). 
Sahih Bukhari,Book 89, Hadith 301

No comments:

Post a Comment