Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, November 9, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1003❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1003❗

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kuch khas logo ke liye Tuba (طُوْبٰی) ki baat kahi hai aur kuch log aise hain jinke liye saat baar Tuba (طُوْبٰی) hai kaha gaya ?

Sawal : Wo kaun log hain jinke liye saat baar tuba hai ?

A. Rasool-Allah ﷺ ko bina dekhe iman lane wale
B. Jinke dil Masajido mein lage rahte hain
C. Mulk e Shaam mein rahne wale
D.  Ghurba (Strangers)
E. Tahajjud ki namaz padhne wale
F. Jihad karne wale
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1003❗

Quiz : For whome Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said that there is seven times Tuba (طُوْبٰی) for them ?

A. Thos who didn't see Rasool-Allah ﷺ and yet believed in him
B. Whose hearts attached to the Masjid
C. Those who lives in Mulk e Shaam (Syria)
D. Ghurba (Strangers)
E. Those who Pray Tahajjud 
F. Those who fight in the way of Allah 
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab A
------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya us Shaks ke liye (Tuba) khushkhabri hai jisne mujhe dekha aur mujh par Imaan laya aur us Shaks ke liye saat (7) baar khushkhabri hai jisne mujhe nahi dekha aur mujhe par Imaan laya 

Al-Silsila-As-Sahiha # 3512
-----
قَالَ رَسُولَ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : طُوبَى لِمَنْ رَآنِي وَآمَنَ بِي وَطُوبَى سَبْعَ مَرَّاتٍ لِّمَنْ لَّمْ يَرَنِي وَآمَنَ بِي 


Answer A
--------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Glad tidings (Tuba) for the one who saw me  and believed in me. And Seven times glad tidings (of paradise) for those who didn't see me, yet believed in me.
Al-Silsila-As-Sahiha # 3512
-----
قَالَ رَسُولَ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : طُوبَى لِمَنْ رَآنِي وَآمَنَ بِي وَطُوبَى سَبْعَ مَرَّاتٍ لِّمَنْ لَّمْ يَرَنِي وَآمَنَ بِي

No comments:

Post a Comment