Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, November 21, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1015❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1015❗

Ek Sahabi apne aapko dozakhi samajhne lag gaye they aur ghar par baith gaye they jab ye baat Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ko malum huyee to Aapne unke pass ek sahabi ko khushkhabri dekar bheja

Sawal 1 : Wo khushkhabri kya thi ?

A. Wo Jannat walo mein se hain
B. Unke Aamal Allah ke waha qubul ho chuke
C. Unko Shahadat Naseeb hogi
D. Unko Jannat mein umar daraz logo ka sardar banaya jayega'
E. Unke liye Jannat mein motiyo ka ek mahal hoga
F. Allah ne unki tauba Qubul kar li hai
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?

A. Thabin bin Qais
B. Kaab bin malik
C. Abu Jandal
D. Hilal bin Umaiya
E.  Murara bin Ar-Rabi Al-Amri
F.  Talha bin Ubaidulla
(Radi Allahu Anhuma)
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1015❗

A sahabi thought that he is from the people of Hell and because of this he sat at home when  Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam came to know about him he send another sahabi to gave him a good news 

Quiz 1 : What was that good news ?

A. He is from the prople of paradise
B.  His good deeds has been accpted near Allah
C. He will be martyr in Allah's way
D. he will be the chief of the old people in paradise
E. He will have a palace of pearls in paradise
F. Allah has accepted his repentance
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : What is the name of that sahabi who sat  at home ?

A. Thabin bin Qais
B. Kaab bin malik
C. Abu Jandal
D. Hilal bin Umaiya
E.  Murara bin Ar-Rabi Al-Amri
F.  Talha bin Ubaidulla
(Radi Allahu Anhuma)
G. None of the above
H. I want to know


Answer AA

--------

Narrated Anas bin Malik: The Prophet (ﷺ) noticed the absence of Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu. A man said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! I shall bring you his news." So he went to him and saw him sitting in his  house drooping his head (sadly). He asked Thabit, "What's the matter?" Thabit replied, "An evil situation: A man used to raise his voice over the voice of the Prophet (ﷺ)  and so all his good deeds have been annulled and he is from the people of Hell." The man went back and told the Prophet (ﷺ) that Thabit had said so-and-so. (The sub- narrator, Musa bin Anas said, "The man went to Thabit again with glad tidings)." The Prophet (ﷺ) said to him, "Go and say to Thabit: 'You are not from the people of Fire, but from the people of Paradise."

Sahih Bukhari, Book 56, Hadith 810

✅ *Sahi Jawab AA* 💐

-----------

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko ek din Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu nahi mile toh ek sahabi ne kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam main aap ke liye unki khaber lata hu islye wo unke waha aaye unhone dekha ke wo apne Ghar mein sir jhukaye baithe hain unhone pucha ke kya haal hai unhone Kaha ke bura haal hai unki adat thi ke wo Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ke samne Aap (Sallallahu Alahih Wasallam) se bhi unchi awaz mai bola karte they unhone kaha islye mere aamal garat ho gaya aur mein dozakhiyon mein se ho gaya hu 

Wo Sahabi Aap Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat mai hazir huye aur Aap Sallallahu Alahih Wasallam ko khabar di ke Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu aisa kah rahe hain , dusri baar wahi Sahabi Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ke paas ek badi khushkhabri le kar wapas huye ki Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne un se farmaya tha ke Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ke paas jao aur unse kaho ke wo Ahle dozakh mai se nahi hai balke Ahl e Jannat mai se hain
Sahih Bukhari , 3613

No comments:

Post a Comment