Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, November 21, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1016*❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1016*❗

*Ek Sahabi apne aapko dozakhi samajhne lag gaye they aur ghar par baith gaye they jab ye baat Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ko malum huyee to Aapne unke pass ek sahabi ko khushkhabri dekar bheja*


*Sawal 1 : Wo sahabi kaun they jo ghar mein baith gaye they?*

A. Kaab bin malik
B. Abu Jandal
C. Thabin bin Qais
D. Hilal bin Umaiya
E.  Talha bin Ubaidulla
F.  Murara bin Ar-Rabi Al-Amri
(Radi Allahu Anhuma)
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo apne aapko dozakhi kyu samajhne lag gaye they ?*

A. Unhone Ghazwa e Tabuk mein hissa nahi liya tha
B. Wo Ghazwa e Uhad mein Rasool-Allah  ko chorh kar bhag gaye they
C. Unhone Rasool-Allah ﷺ ki ek khabar mushriko tak pahucha di thi
D. Unhone jahiliyat ke daur mein apni beti ko zinda dafan kar diya tha
E. Unki Aawaz RasoolAllah ﷺ ki aawaz se unchi ho jati thi
F. Unhone Ek sahabi ko galti se Qatl kar diya tha
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1016❗

A sahabi thought that he is from the people of Hell and because of this he sat at home when  Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam came to know about him he send another sahabi to gave him a good news 


Quiz 1 : What is the name of that sahabi who sat at home ?

A. Kaab bin malik
B. Abu Jandal
C. Thabin bin Qais
D. Hilal bin Umaiya
E.  Talha bin Ubaidulla
F.  Murara bin Ar-Rabi Al-Amri
(Radi Allahu Anhuma)
G. None of the above
H. I want to know


Quiz 2 : Why he thought that  he is from the people of Hell ?*

A. He did not participate in the battle of Tabuk
B. He ran away and left behing  Rasool-Allah in the battle of Uhad
C. He gave a news about the Rasool-Allah ﷺ  to the polythiest
D. He buried her daughter alive before coming in islam
E. He used to raise his voice over the voice of the Prophet (ﷺ)
F. He Killed a sahabi by mistake
G. None of the above
H. I want to know




✅ *Sahi Jawab CE* 💐

-----------

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko ek din Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu nahi mile toh ek sahabi ne kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam main aap ke liye unki khaber lata hu islye wo unke waha aaye unhone dekha ke wo apne Ghar mein sir jhukaye baithe hain unhone pucha ke kya haal hai unhone Kaha ke bura haal hai unki adat thi ke wo Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ke samne Aap (Sallallahu Alahih Wasallam) se bhi unchi awaz mai bola karte they unhone kaha islye mere aamal garat ho gaya aur mein dozakhiyon mein se ho gaya hu 

Wo Sahabi Aap Sallallahu Alahih Wasallam ki khidmat mai hazir huye aur Aap Sallallahu Alahih Wasallam ko khabar di ke Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu aisa kah rahe hain , dusri baar wahi Sahabi Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ke paas ek badi khushkhabri le kar wapas huye ki Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne un se farmaya tha ke Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu ke paas jao aur unse kaho ke wo Ahle dozakh mai se nahi hai balke Ahl e Jannat mai se hain
Sahih Bukhari , 3613


Answer CE
--------

Narrated Anas bin Malik: The Prophet (ﷺ) noticed the absence of Thabit bin Qais Radi Allahu Anhu. A man said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! I shall bring you his news." So he went to him and saw him sitting in his  house drooping his head (sadly). He asked Thabit, "What's the matter?" Thabit replied, "An evil situation: A man used to raise his voice over the voice of the Prophet (ﷺ)  and so all his good deeds have been annulled and he is from the people of Hell." The man went back and told the Prophet (ﷺ) that Thabit had said so-and-so. (The sub- narrator, Musa bin Anas said, "The man went to Thabit again with glad tidings)." The Prophet (ﷺ) said to him, "Go and say to Thabit: 'You are not from the people of Fire, but from the people of Paradise."

Sahih Bukhari, Book 56, Hadith 810

1 comment:

  1. I’m going to read this. I’ll be sure to come back. thanks for sharing. and also This article gives the light in which we can observe the reality. this is very nice one and gives indepth information. thanks for this nice article... Hifz Quran for for adult

    ReplyDelete