Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, November 4, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 998❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 998❗

Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne ek baar ek shaitan jinn ko pakad liya aur usko sutoon se bandhne ka irada bhi kar liya magar phir usko jaane diya 

Sawal 1 : Wo jinnat waha kyu aaya tha ?

A. Bait ul Maal mein se chori karne 
B. Musalmnano mein aapsi jung karwane
C. Jung e Badr ki Jasusi karne
D. Aapki Namaz kharab karne
E. Sahaba ko darane ke liye
F. Khana Khane ke liye
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne us jinn ko kyu jaane diya ?

A. Wo Jinn iman le aaya tha 
B. Usne us gunah ke liye maafi maang li thi
C. Usne Allah ki hamd bayan ki thi
D. Aapko ek Nabee ki Dua yaad aa gayee 
E. Usne wapas chori nahi karne ka wada kiya
F. Usne Aayat Al kursi ka wazifa bataya 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 998❗

Once Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam caught a jinn and intended to tie him to one of the pillars but later he let him go 

Quiz 1 : Why that jinn came there ?

A. To steal the money from Bait ul Maal
B. To create dispute among the  muslims
C. To Spy regarding the battle of badr
D. To spoil the prayer of Prophet ﷺ
E. To make the sahaba Afraid
F. To eat something
G. None of the above
H. I want to know

Quiz 2 : Why the Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam let that jinn go ?

A. That jinn became Muslim
B. That jinn asked forgiveness for that sin
C. He Praises Allah Subhanahu with beautiful words
D. Prophet  ﷺ remembered the invocation of another prophet
E. He promised not to steal anything again
F. He revealed the secret of the virtue of Ayat Al Kursi
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab DD
--------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ek sharkash Jinn kal raat mere samne aa gaya tha taaki wo meri namaz kharab kar sake lekin ALLAH subhanahu ne mujhko us par kudrat de di aur maine usko pakad liya phir maine chaha ki usko Masjid ke kisi sutoon se baandh du ki tum sab log bhi usko dekh lo magar mujhe mere bhai Sulaiman Alaihi salam ki dua yaad aa gaye ki Ya Allah mujhe aisee sultanat de jo mere siwa kisi ko na mile isliye maine usko namurad wapas kar diya
Sahih Bukhari, Jild 4, 3423


Answer DD
-----
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "A strong demon from the Jinns came to me yesterday suddenly, so as to spoil my prayer, but Allah enabled me to overpower him, and so I caught him and intended to tie him to one of the pillars of the Mosque so that all of you might see him, but I remembered the invocation of my brother Solomon: "And grant me a kingdom such as shall not belong to any other after me.' (38.35) so I let him go cursed."
Sahih Bukhari, Book 55, 634

No comments:

Post a Comment