Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, November 30, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1023 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1023 ❗

*Ek Sahabi ne Allah Subahanhu ki kasam le kar kaha ki Quran ki wo aayat .........gunah ke mutalliq nazil huyee hai*

*Sawal 1 : Wo gunah kaunsa hai ?*

A. Sharab peena
B. Sood khana
C. Zulm
D. Zina
E. Shirk
F. Geebat 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi allahu anhu
D. Umar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Ubay ibn Kaab Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai



❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1023 ❗

*Once a sahabi took the oath of ALlah and sais about a Quranic verse that this verse desecnt regarding .........

*Sawal 1 : What was that sin  ?*

A. Drinking Vine
B. Dealing with Riba (Usuary)
C. Opression
D. Zina (Adultery)
E. Shirk 
F. Backbiting
G. None of the above
H. I want to know


*Sawal 2 : Who was that Sahabi  ?*

A. Zaid bin thabit Radi allahu anhu
B. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi allahu anhu
D. Umar Radi allahu anhu
E. Ali Radi allahu anhu
F. Ubay ibn Kaab Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know


Bismillahirrahmanirraheem
-------
Sahi Jawab GB
Wo Gunah Gana bajana (moseeqi) hai 
-------
مِنَ النَّاسِ مَن يَشْتَرِي لَهْوَ الْحَدِيثِ لِيُضِلَّ عَن سَبِيلِ اللَّهِ بِغَيْرِ عِلْمٍ وَيَتَّخِذَهَا هُزُوًا ۚ أُولَـٰئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ مُّهِينٌ
-------
Al Quran : Aur kuch log aise bhi hain jo khel ki baton (gana aur mosiqi) ke kharid daar hain taaki bina samjhe Allah ki raah se bahkaye aur uski hansee udaye aise logo ke liye zillat ka azab hai
Surah Luqman (31), Aayat 6
-------
Tafsir ibn kahtir :
Iss aayat ki tafseer mai Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu farmate hai Allah ki Qasam iss se murad gaane aur raag (yani moseeqi) hai , 
ek aur jagha hai ke aap se iss aayat Ka matlab pucha gaya toh aap ne teen baar qasam khaa kar farmaya ke iss se gane aur raag aur Gaane hain
------


Bismillahirrahmanirraheem
-------
Answer GB
That sin is singing (or Playing Music)
-------
مِنَ النَّاسِ مَن يَشْتَرِي لَهْوَ الْحَدِيثِ لِيُضِلَّ عَن سَبِيلِ اللَّهِ بِغَيْرِ عِلْمٍ وَيَتَّخِذَهَا هُزُوًا ۚ أُولَـٰئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ مُّهِينٌ
-------
Al Quran : And of mankind is he who purchases idle talks (i.e. music, singing, etc.) to mislead (men) from the Path of Allah without knowledge, and takes it (the Path of Allah, or the Verses of the Qur'an) by way of mockery. For such there will be a humiliating torment (in the Hell-fire).
Surah Luqman (31), Aayat 6
-------
Tafsir Ibn Kathir : Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu said, By Allah this verse refers to singing (Music)

No comments:

Post a Comment