Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, November 10, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1004❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1004❗

Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne inmein se kiske liye Tuba (طُوْبٰی) ki baat kahi hai  ?

A. Tahajjud ki namaz padhne wale
B. Jinke dil Masajido mein lage rahte hain
C. Rasool-Allah ﷺ par durud bhejne wale
D. Logo ko deen ka ilm sikhane wale
E. Mulk e Shaam ke liye
F. Jihad karne wale
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1004❗

Quiz : Tuba (طُوْبٰی)  is for whom according Hadith?

A. The one who pray Tahajjud
B. Whose heart attached to the masjid
C. The one who send Durud on Rasool-Allah ﷺ 
D. The one who teach knowledge to the people
E. For Ash-Sham
F. For those who fight in the way of Allah
G. None of the above
H. I want to know



✅ Sahi Jawab E
--------------
Zaid bin sabit Radi Allahu Anhu se riwayat hai hum log Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke paas kagaz ke purzon par Quran jama kar rahe they to Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Tuba (khushkhabri ho) Mulk e Shaam ke liye humne aarz kiya kis Cheez ke liye Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya iss baat ke liye ke Rahman ke Farishtein unke liye apne bazu bichate hai
Jamia Tirmazi, Jild 2 , 1887 Hasan
---------
فَقَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ طُوبَى لِلشَّأْمِ ‏"‏ ‏.‏ فَقُلْنَا لأَىٍّ ذَلِكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ قَالَ ‏"‏ لأَنَّ مَلاَئِكَةَ الرَّحْمَنِ بَاسِطَةٌ أَجْنِحَتَهَا عَلَيْهَا


Answer E
---------
Narrated Zaid bin Thabit Radi Allahu Anhu "We were with the Messenger of Allah (ﷺ) collecting the Qur'an on pieces of cloth, so the Messenger of Allah (ﷺ) said: 'Tuba is for Ash-Sham.' So we said: 'Why is that O Messenger of Allah?' He said: 'Because the angels of Ar-Rahman spread their wings over it.'"
---------
فَقَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ طُوبَى لِلشَّأْمِ ‏"‏ ‏.‏ فَقُلْنَا لأَىٍّ ذَلِكَ يَا رَسُولَ اللَّهِ قَالَ ‏"‏ لأَنَّ مَلاَئِكَةَ الرَّحْمَنِ بَاسِطَةٌ أَجْنِحَتَهَا عَلَيْهَا
--------
Jamia Tirmizi,Book 46, 3954-Hasan

No comments:

Post a Comment